Where are you ...

Good ! :k:,to ab Red face keun,:hehe::k:

:wave:

hi ya K-Kuri,:hehe:,busy ho bohat ??? :bummer:

:smokin:

:sleep2:

:smack:

Miss sotuuuuuuuu

:halo:

:smiley:

nahi jee :snooty:

kaise hain???

am fine shine… Allah ka shukar hai…

and you?

tum online aaye the :frowning: i was not on desk :smack:

aur kya chaling?

am not well :frowning:

am too stressed as well :o

hehe..mei ne aaj pehli baar Farhan ko TV pe dekha :smiley: :smack:

tayari ho gayii Pak/India ki???

doing my assignment :o

ooops...

:wave:

:frowning:

:hug: kya ho gaya bacha?

and stressed kyon? :expressionless:

abhi kahan tayari… parso raat jaana hai… kal raat ko packing karoonga :smiley:

ohhhhhhhhhhh assignment submit kab karna hai?

maheenoooo :hug:

kia hal hain?

welcome back Nancy :smiley:

:wave:

kia horaha hai? aur kioon horaha hai :smiley:

:wave: am fine..tum kaisi ho Nancy? :hug:

Nancy, kuch bhi nahi ho raha… bas same old life :halo:

main bhi theek :slight_smile:

pak kab jarahi hain?

bus kuch matt poochein :frowning:

assignment ki waja se :o

abhi itne kaam karne hain..kal subah lecture attend karna hai..2 assignments submit karni hain..bank jana hai..post office jana hai…and ..and..pata nahi kiya kiya

one was an individual assignment and aik group waali..mei ne pehli kar li and group waali mei apna part bhi..and doosri friend ne bhi apna part kar liya..baaki 3 stupid ppl hav not done a word..ab mujhe and friend ko sab karna parre gaa :crying:

acha :hehe:

life will be fun after april, nah :wink: