Where are you ...

… :rotato:

:mad2: kahan ghaib ho gai sabh :mad3:

mein aa gaye :blush:

koii haii?

:D… kaise hu Sandooo

** HH ** abb aaye ho… :hoonh: bata daina logo ko baqe mai naraz :grumpy: :mad2:

kamo uncle :D mae itni dair se online thee lekin koi bhee nahi tha.. phir dinner kerne chalii gayee :D..

ok bata doun gi ;)

han han.. jab mai aaya us waQt he jana tha .. :hoonh:

han han bata daina saath mai ye bhee -----> snootaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

PS: kaise ho?? aaj kis ke tabayat kharab hai?

lol.. sure bata doun gi :stuck_out_tongue:

aap ke aanay per thori gayee hon :smack: dinner kerna tha is liye chalii gayee :snooty:..

ps theek hee hon.. bus halka halka pait mein durd ho raha hai :smack: aap sunayo :hug:

hmm… mai nai abhii cooking kurnee hai :bummer:

pait mai dard!! ka ulta pulta khatee rehtee ho :smash:

kia pakanay lagay hein :yummy:

ulta pulta kuch nahi khaya.. wo farhan online hai na is waja se ho rahi hai :blush: :halo:

patta nheen… fridge mai dekhon ga kia kia rakha hai :smack:

:mad2: bhai se tumharai baat kurna he pardai ge abb tu … :hoonh:

lol.. chicken bana lien :stuck_out_tongue:

nahi nahi.. talhu bilkul theek hai bhai se pochne ki zaroorat nahi :halo: :stuck_out_tongue:

lu defrost kon karai ga abhii… microwave mai defrost ke hoe mujhai achii nahen lagte :silly:

Talhu ke naheen aik Mootii kai barai mai baat kurne hai :hoonh:

aik tu aap microwave mein hee sub pakana :smack:

kabhi cholha bhee use ker lia kerien :hoonh:

motii koun :eek: maheen ki baat ker rahay hein :halo:

:smack: pakkao ga tu CHOOLHAI pur he … :hoonh:

koe Maheen ke baat naheen kur rha.. :expressionless: Moote tum aor kon :hoonh:

tu phir microwave ki baat kio ker rahay thay :halo:

mae motii tu nahi hoon.. motti tu menu hai :snooty: :stuck_out_tongue:

:smack: chicken defrost kurnai ke baat kur rha thaa :frusty2:

PS: :frusty2: :frusty2: :frusty2:

acha na :halo: mujhe kia pata tha k aap kia baat ker rahay hein :snooty:

PS :blush: farhan :blush:

han han theekh hai … :snoottaaaaaaa:

aor iss farhan ke tu aysee kai taisee :mad2: zara daina isske ID…

haha :nahnah:

farhan se kia baat kerne lagay hein :eek: aww.. nahi na.. us k ammi abbu se baat kerien :blush: :halo: