mera drama nikal gaya aaj :'(…
apnii walii koun sii?:halo:
mera drama nikal gaya aaj :'(…
apnii walii koun sii?:halo:
yawwwnnn tsk tsk
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
kyo nahi kiya tha reply aap nay
aap kay kafi reply hain us thread mein
[/QUOTE]
ooh Ice cream wallai thread ke baat kur rhai ho... mai samjha Daagh kai "Pindi Guppies" ka keh rhai thai..
Bebo u're so cruel!
mainnay kya kiya hay ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
ooh Ice cream wallai thread ke baat kur rhai ho... mai samjha Daagh kai "Pindi Guppies" ka keh rhai thai..
[/QUOTE]
ji haaan ice cream wali
Roz aaata hai drama shrama .. ![]()
aik din naheen dekha tu kiya huwaa :halo:
arai apni urdu books
kia nahi kia ![]()
roz nahi na.. kul tu nahi aaye ga."kasootii zindagii k " :halo:..
aur kul bhe nahi dekha tha mae ne :'(.. sniff
bas jo hona tha ho gaya… ab main kya karoon ![]()
challo koe baat naheen next week dekh laina.. repeat nahii hota kia???
![]()
beeru ne kia sub ko bata dia ![]()
hota hai ![]()
sunday ki raat ko 11 bajay ho ga.. ![]()
to ab main “sub” ho gaya hoon ![]()
yeh din dekhnay say pehlay mujhay GS say ban kyun nahi kar dia gaya
![]()
.. phir rona kion … Sunday ko dekh laina dubara… :nahnah:
mera ye mutlab nai tha
stop crying
..
sunday ko yaad nahi rehta na ![]()
acha kamo uncle.. mae ab chali.. takecare
Allah Hafiz ![]()
Beboo
tata ![]()
Assalam o Alaikam..... :-|
![]()
N^R bhai jaan
![]()
kahan hain? me jab ja rahi the ussi waQt aana hota hai
![]()
hud hai yanii… chalo mai yaad dilla don ga :halo:
acha jao su jao abb ![]()
tata Allah HAfiz