Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
sure I will...:) tum bhii mere lia dua karna

aor kia hu rha hai abhii?
[/QUOTE]

kuch nahi bus wait kerhah oun is ke bad mugah aupna midterm ley na hey :)

lekin fail honay per itnii sharmindagii hotii hai daagho uncle.. :frowning:

Wisuu :wave: :salam: kia haal hain?

kal bhe tm nai yahii kha tha :grumpy:

naheen SKN se baat naheen hoe du teen din sai …

aor eid ke tayare ho gae tumhare??

HH dua kerna samjhi moti :D

dago bahiya koin dara rhey mugha :frowning:

mey way fail nahi hou na wala :smiley: itna nikama bhi nhai houn :smiley:

kul kub :eek:

kul tu hamarii baat hee nahi hoee thee :halo: :stuck_out_tongue:

acha hai :halo:

haan jee ho gayee hai taQreeban.. aaj jayein ge shopping pe :hula:

haan jee.. zaroor keron gii.. fiQr not :hug:

aray baba kal se muraad last time :smack:

achaa kion hai??? :expressionless: bechare abhii taya abbu kai ghar mai he hai na???

wah.. mere tu naheen hoe abhii poore .. :frowning: iss weekend shaid jaon Daagh kai saath (Agar wo saath jai tu :halo: )

kul se muraad yesterday hota hai .. itne din purana nahi hota kul :snooty:. .

waisayhee:blush: haan jee.. abhi tuk tu naih aaye us k mama baba.. ..

kion? kia khareedna hai :halo: akelay chalien jayein na.. darr lagta hai kia:p

Hum nay JhaR ko kab vote deeya hamnay tu kachay aam ko vote dea tha. :stuck_out_tongue:

HHuuu W/Salaam, hum bohat achay hain Alhamdo Lillah, aap kaisee ho aur kia ho raha hai?

lu.. abb uska Achaar dalain kia hum .. :bummer:

:salam: ..

kya horaa hayy .. :halo: ..

mae theek hee hon :bummer: aur bore ho rahi hon.. smack :smiley:

han han.. theekh hai theekh hai… :snooty:

oh.. yani abhii jail mai he hai bicharee … :frowning:

Shalwaar Qameez loun ga aik.. shaid… dooor hai na buhat Green street .. :halo: akaila challa tu jaon pur… :bummer:

fil haal bardaasht kero 4 mazeed saal. :hula: phir sochain gay kia kerna hai. :slight_smile:

bhen hou to asey :hug:

:wsalam: .. kaisai ho Broken?

congrats on your 20K :hehe:

W/Salaam, GS GS ho raha hai :hula:

:wsalam: :hug:

baatein ho rahi hain.. aur kia hona hai:p