Theek Alhamdo Lillah aap kaisay hain?
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
* aa bhee ja.. aa bhee ja
ay subah aa bhee ja * :whistling
[/QUOTE]
Oh! abhi tak raat hee hai wahaN, yahan tu kabki Subah hui wee hai. :p
smillyy aunty ![]()
mae theek hoon.. ap sunayo.. kahan hotii ho ![]()
^^Hehe I can post two messages in one min. WOW ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Oh! abhi tak raat hee hai wahaN, yahan tu kabki Subah hui wee hai. :p
[/QUOTE]
je nahi jee yahan ho chuki hai subh bulkay ab tu raat ho rhai hai :o
kaam kaam aur bus kaam ![]()
WG bechay ![]()
kaisay ho?? ![]()
Smilly kaisee haiN, kafi din baad dekha aapko, sub theek thaak hai na. Ramadan kaisay guzar rahay haiN?
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
je nahi jee yahan ho chuki hai subh bulkay ab tu raat ho rhai hai :o
[/QUOTE]
chalo theek hai.
MaiN bohat acha hoon, Masha Allah. Aap kaisee hain aur itna kaam kyu kerti hain. ![]()
aww.. ramadan kaise ja rahay hein. .
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Smilly kaisee haiN, kafi din baad dekha aapko, sub theek thaak hai na. Ramadan kaisay guzar rahay haiN?
[/QUOTE]
Allah ka shuker hay :) bus office aur ab Ramdan bhi hay is liyai :)
Ramadan zaberdest itni jeldi guzer reha hay :)
aap ka kaisa guzer reha hay ??
Masha Allah A-One guzar rahay hain, almost half tu guzar hee gaye. ![]()
Aur koi nai taazi? Pakistan janay ka irada kab hai?
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
aww.. ramadan kaise ja rahay hein. .
[/QUOTE]
Ramadan bohet acha ja reha hay Allah ka shuker hay aap k haan to Ramadan main khoob Roneq ho gy :)
GOOD:)
nai tazi yeh hay k main nay bhi Mengni ker k shaheedon main naam likhwa lia hay ![]()
Pak k do chaker lagay hain ab inshallah JAN main lagay ga ![]()
![]()
![]()
dant mein durd hai daagho uncle ![]()
![]()
Abeer ke daanton ka dard tumhe aa gaya ![]()
am sure Abeer ke pait mein dukh raha hoga ![]()
nai naa.. wo mere aQal darh a rahay hein jabhi ho raha hai :(
ohhhhhhhhh
phew
chalo aql aane ke kuch to chance hai :p
kuch nahi boht
2 2 aa rahay hein ![]()