Where are you ...

:hug:

haan bacha :smiley:

kha liya khana?

kya kya khaya? :o

haan jee… kuch ziada hee kha liya :bummer:..

pakoray khaye.. dhai baray.. aur phir biryani :yummy:

mashaAllah :smiley:

hmmm pakoray khate hue mujhe yaad kiya tha? :frowning:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

mashaAllah :D

hmmm pakoray khate hue mujhe yaad kiya tha? :(
[/QUOTE]

haan jee :D.. 4 pakoray khaye.. 2 apni taraf se 2 ap ki taraf se :D

goooooooooooooooooooood bachii :hug:

hmmm aur ky achal raha hai?

:eek:

:wave:

hello shello Nancy…

aur meri taraf sey kia khaya :(

kia howa :eek:

hi daaghu bhai :hug:
kia hal hian?
roza kaisa jaraha hai? :slight_smile:

kuch khas nahi.. mujhe zukaam hoya howa hai.. merii naak bilkul aise ho gayee hai===> :clown:..

kuch nahi :smiley:

almost 1.5 hours remainig :frowning:

aur sab theek thaak hai Allah ka shukar hai… tum sunao

:smack:

Sunday ke liye abhi se tayariyaan chal rahi hai :halo:

yahan 0.5 hrs remaining :hula:

main bhi theek hoon :alhamd:

so kya hai aaj iftaar mein?

mera to wahi chocolate and water :(

lol.. nahi nahi.. yahan virus aaya howa hai.. hur kissi ko flu/gala kharab ho raha hai:smack:

achcha? :expressionless:

aur sirf tumhe hi ho raha hai? :expressionless:

nahi na mere ghar mein taQreeban sub ka gala kharab hai.. aur bairay ka bhee :halo:

:frowning:

mera bacha kaisa hai ab? :frowning: kitneeeeeeeeeeee din hue baat bhi nahi hui :frowning:

aur ammet theek hai na?