![]()
p.s. salaam ![]()
kaise mizaj hai?
![]()
p.s. salaam ![]()
kaise mizaj hai?
![]()
i m from Islamabad
walikam salam jitay rahien khus rahien
aap ke ankhoo ko kia howa hay daagh bahi
kyia kesi nay mirchian dhaal di hein
![]()
![]()
Allah ka shukar hai IS
bas yaar rabi ko dekh kar ho gayi aisii aankhein ![]()
kia wo inti dhraowani hain ![]()
**mein is snail ki speed se chalte howey pc ko restart kar k aati hoon
..koi apni jaga se na hile
…BRB
… **
ok ji aap ka hukam sar ankhoon par ![]()
tumhari tarah tumhara pc bhi bhuddha rabooo
![]()
back back rotato…
Sinner urff Paapi aap ki sasu maa ko batane ka kab kaha tha
..mein ne tu aap ki ammi ko batane ka kaha tha..smack..woh meri aunty hoween na…kash k thodi aqal mil gaye hoti smack..
aur meri federation mujh per gaye hai..tub hi tu nazuk kaha tha ussey…aap alam channa ki qaum k logon k liye nahi hai …hatein aap log
..
Bewaqooffii pehli baat tu yeh hai k tumhare bashan suney kabhain mein ne jo ab sunon gi…
..tum tu bewaqoof hone k sath sath gustakh bhi ho chuke ho kafi vade wale mad..
naam k Innocent tu agar aap Islamad k ho tu aap kyun sar peet rahey ho..woh kaam tu islamad k log karien gay na smack..
Mr Daagh,. pehli dafa dekha hai na mujhe :halo:.. mizaj tu jaise they waise hi hain…hum badalne wale logon mein se nahi hain ..snooty…
[QUOTE]
Originally posted by rabiaa: *
back back *rotato...
naam k Innocent tu agar aap Islamad k ho tu aap kyun sar peet rahey ho..woh kaam tu islamad k log karien gay na smack..
[/QUOTE]
welcome back
acha khasa sukoon a gia tha GS pay thorhi diar kay lyiay :D
bas ji jab say GS join kiya hay bohat si adatien parh giee hain kia karien ab
wesay yea islamabad kay loog say aap kee kyia murad hay :-|
Bharam To Dekho Mashi Museebtay Ka ![]()
Gustakhi Hamesha Kisi Ki Shaan Mein Ki Jati Hai, Pehlay Woh To Bana Lo ![]()
thanx vanx…:rotato:..
wohi tu..mere aney se acha khaasa sakoon ho jata hai GS per…chalo deir se sahi sachai mani tu ..
…oh hooo is ka mutlub hai k paida hote sath gs join kar liya tha jo adatein pad gaye hain :halo:…
islamad k logon se meri murad islamad k log hai :halo:..aap k us sawal se kia murad hai ..:halo:…ab dekho jahan aap hogay wahan k log sar tu peete gay na…ab islamabad mein ho tu ‘wahan k log’ peetey gay na..ab bhi agar samajh nahi aye tu munney zaher mein dey doon gi aap bus bismillah karna..
..
..tum ne pehle koi kam gustakhiiyan nahi ki hain jo mazeed izafa kar rahey ho apni ki howi gustakhiyon mein..
..tum jo ho na…
..shan tu hum ne kafi bana li hai mashAllah…per shan ki pehchan sirf shan wale log hi kar sakte hain..tum kasht na karo…
…
assalamualeikum rabiaa baji :-)
walaikumaasalaaammmmmmmm munniiii
..kaisii ho tum
..us din mein aye thi..kidher ghum howi thi aainak wale jin ki terha
…
kaisi ho rey…wat u upto?
..
ALLAH miya aaj aap muj ko koon say gunahoon ke saza day rahay hein
aap mujay zaher he day dien mujay wohi qaboool hay
theek hoon Allah ka shukar hai ..
aap sunao ![]()
oh sorry about that day…
mein bahir gayee wi thi…
aaker dekha aap ka mssg tha itna afsos howa…cause aap offline ja chuki theen ![]()
kher…nothin much…
kinda feeling sick…
i think i’m gonna throw up ![]()
Me Par Itna Wadda Aarob ![]()
Sharam Ki Sister Haya Nahi Aayi U K Paas Ye Kehnay Se Pehlay ![]()
Or Koan Si Shan Kaisi Shan ![]()
Woh Shan Masalay Walay Ya Phir Indian Singer Shan ![]()
Waisay Hamaray Lollywood Mein Bhi Aik Shan Hai ![]()