Where are you ...

:wave:

mera sarr hai 8 din baad ya :blush:..batao na kia hai 8 din baad..mujhe bhi pata karna hai k mein kab paida howi thi blush..

thread ko kyun goli maroon tum ho na abhi :halo:…yeh naik kaam tum per kyun na karoon halo

chalo c halo pari dekho zara…pari k naam per kalank :bailan:…hamey badnaam nahi karo tum..aur msn per abhinahi aaoun gi mein kyun k mein gs ki shoba badha rahi hoon…tum roti raho :snooty:..

SINNERRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRRR :mad3:..kia koi vachan ley kar tapke they dharti per k flirt karna hai :mad3:..sab k saath flirt tu aise karte hain jaise koi farz poora kar rahe hoon.. mad3

sharam o haya kar lein aap ab :mad3: :rocket:..

zaban bhi saath hi ley aatey :bummer:..

:wave:..hello shello, salaam…naye panchi lagte ho :halo:…ya lagti ho…kia ho aap :konfused:..

:smiley:

sukriya ji sukriya liken aap girls nay aieenay ke zindgeee kam kar di hay :teary2:
wo chaqooo he hain :snooty:
mein to abi abi long drive say wapis a raha hoon raat kay 11:00 bajay :slight_smile: mujay sab theek dikhta hay ALLAH kay fazal say :smiley: yea alag baat hay kay kabi kabi ik ke jaka 2 dikhtay hein
ayr mien to waqai bohat masoom hoon :blush:

haan mein vachan liya tha kay mein duniya mein piyar bantoon ga … par tum larkiyaan bohot nakhray karti ho … aur yeh larkay galat matlab laytay hain … batao ab mein kiya karoon …

Been her almost to months:)

haan tumhara sarr hai :o tum kyoun paida hui thi?? :halo:

mujhe kyoun marni hai? :hoonh: abhi tu mei ne duniyaa mei kuch dekha bhi nahi :blush:

achaa na aao…mera kiya jaata hai :o

haan aaine se itna noor jo bardasht nahi hota..:blush:..aap log tu jal jal kar raakh ho jaye..jal kukdi qaum .. :bailan:.. 1 taraf keh rahey hain k eye sight theek hai..dosri taraf bailan chaqqo nazar ata hai aur kabhi kabhi do do nazar atey hain 1 ki jaga…sach na manna kabhi..jab tuk kale chashme laga k road cross karne ki naubat na aa jaye :halo:.

haan haan masoomiyat tu chalak chakal kar khutum ho gaye hai :halo:..

chchch aap ko pyar bantne ka kaam kis ne diya :bummer:..jis ne bhi diya tha shayad aap ko pyar deina bhool gaya ..warna aaj yeh din na dekhate aap :halo:..

aur ladkey ghalat mutlub leytey hain???kia mutlub kia mutlub??? ..:hoonh:..

noor nahi hota wo wo to makeup ka tandooor hota hay :hehe:

mein paida na hoti tu tum 8 din baad kis k liye thread kholti :blush:..soocho soocho..oh ho sorry sorry..bura nahi manna behan..abhi yaad aya hai mujhe k tum tu sooch hi nahi sakti ho :bummer:..hota hia hota hia…dekho agar pata hia k nahi sooch sakti tu koshish bhi nahi kiya karo na …smack..

haan tum ne na dekha ho hum ne tu tumhe dekh liya hia na..isi liye keh rahi hoon k pehle tuhey goli na mar doon :halo:..

haan mera bhi kia ana hai jo mein aaoun :snooty:..

acha laykin tumhain kiya pata hum say koon koon piyar karta hai …

Daynay walay nay mujhey tou bohot kuch diya hai par tumhain aik dil nahi diya jo meray liay darkta …

Larkey … u should understand :stuck_out_tongue:

aap ko bada pata hia..pichle janam mein salma behan tu nahi thi :hoonh:..

Dynamic Fire munney/munni jo sawal poocha tha us ka jawab tu diya nahi..baqi info dey di hai .. aaj kal ki naye qaum bhi ..tobah tobah .. :halo:..

mujhe pata hai k kaun pyar karta hai aap se..mein ne padha hai aap logon k bare mein..chchc..chinta nako karo..ilaaj khutum ho hi jaye ga kabhi na kabhi :bummer:..
haan woh kia hai na k deine wala kafi samajhdar hai..woh janta hai kis ko kia deina hai..tub hi aap ko aqal nahi di ..aap se sambhali jo na jati :halo:..

aur understand kar liya hota tu aap se poochti :smack:..

ullu :smack: apne liye khol leti :halo: smack
aur tum kiya patrr patrr kari jaa rahi ho…apne baare mei kam bataya karo :smash:

haan dekh liya..ab apne aap ko goli maar lo :halo: bhabi Fatee se baat hui tumhari??? meri hui 3/4 baar :hula:

matt aao :bailan:

mujay kyia sab ko pata hay esi badua to na dien aap mujay
kyia aap ke muj say koi dushmani hay

:konfused: parha meray bara mein :eek: asa kiya parh liya hai ?

Waqay hi daynay walay bohot acha hai is liay us nay mujhey app ko nahi diya :stuck_out_tongue:

last line ko bhoool jao

haye loner :bummer:..apne liye khud thread kholti..chchc..Allah aisa din na dikhaye kissi ko..bummer..

mein ne kia patar patar ki hai..aur mein ne kia bataya hai apne bare mein..mein ne yeh tu nahi bataye k 8 din baad WOH hai :blush:..

nahi meri baat nahi howi madam se abhi tuk ..pata nahi unhey mein yeh sharf kab bakshoon gi :bummer:..
tum ne kia aur kyun baat ki :snooty:.