Where are you ...

:rotato: ..

:sleep:

:smokin:

:stupid:

:hehe:

J/K

hola:wave:
good bye :wave:

:sunny:

:hula:

Wisuuuuuuu :sunny:

kiaa haal hain ??

:wave:
:salam:
kyia iftari kar lee ?

meri sunny bachiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :hug:

kaise ho?

:salam: everyone :wave:

:wsalam: isuu bhaii :wave:

haan jee.. adha ghanta howa hai :sunny:.

jiti rahien khus rahien
so iftari mein kyia kyia khaya aap nay
wesay kyia aaj aap colege giee thi ya phir bunk kiya tha

Daagho uncle :hug:

am fine.. lekin mera talhu is beemar :(.. hospital mein admit ho gaya hai mera bacha :crying:..

:eek:

aisa kya ho gaya bache ko :frowning:

mera to grandson hai na woh :frowning:

aftaar mein.. harees.. sareed.. dhai baray.. pakoray.. aur pani :yummy:

haan jee aaj mae gayee thee :bummer:

:wsalam:

jitay rahien khus rahein
kesay hien aap

HHuuuuuuu :hula:
Bohat acha hoon :blush: aap kaisee ho?

chest mein infection ho gayee hai.. bukhaar bhee ho gaya hai .. 104 ho gaya tha kul.. aaj jub mae col ayee tu bhai usse le ker hospital gaye aur abhi tuk waheen hai. keh rahay thay admit ker liya hai docz ne :bummer:..

haan jee.. aap ka grandson :frowning:

mae achi hoon ap se bhee ziada lekin filhaal mujhe zukaam ho gaya hai :smack:

:yummy:

kyia college janay say esi :bummer: shakal ban jati hay