oh… wohe timings hai aaj kal bhe :halo:
waise how are you?
to phir ja kay so jaien na
mein theek hoon ALLAH ka sukar hay
aap kesi hain
ayr rozay kesay ja rahay hein
aa jao chanda… 2 large order kiye hai ![]()
tum bhe December mai ja rahe ho!! mujhai tu sirf KISSI aor kai janai ka patta tha :halo:
dunu nai mil kur tu plan nahi banya hai ![]()
KK :halo:
haan bhai mil gayi fursat.. tumhe mil gayi neend se jaagne ki :halo:
**Maheeno: **
how was your day pyaaariiii behnaaaaaaaa
itna zaida to kiya hay ![]()
naiki ka to koi zamana he nahi raha
mein ne mahnoor rakhney ko kaha hai us ki barat nahi… ![]()
han mil tu gae.. phir room saaf kia… abhii cooking be jare hai saath mai .. ![]()
tum sunao kia ho rha hai? :halo:
lekin mera pait tu full hai ![]()
jee jee mae bhee dec mein joaun gii ![]()
aap aa rahay hein na phir mujhse milne??![]()
kub kiya? mujhe tu nahi pata ![]()
:nahnah:
card milla tu aa jaon ga zaroor… :halo: verna ayse he aa jaon ga ![]()
paitooooo ![]()
naiki kar darya mein dhaaal ![]()
card kis cheez ka?![]()
aap ghar aana na milne ![]()
[QUOTE]
Originally posted by ~~ksa kuri~*~: *
mein ne mahnoor rakhney ko kaha hai us ki barat nahi... :p
[/QUOTE]
nahi rakh sakta.. bas aik he ke jagah thee :p
koun sa darya kaise daryaa?:o
yahan tu darya hee nahi hai koi ![]()
Pakistan aane ke dawat ka ![]()
han zaroor .. ![]()
oh haan wo de tu rahi hon na ![]()
wah zubane dawat de rhe ho bas.. ![]()
waise aana kahan thaa ![]()