Where are you ...

haan na Friday hai, slow slow hai sub kuch. :hula:

:wave:

lol.. boss lagta hai ghar gaya howa hai:D

hello shello :wave:

tum ati ho
phir jati ho

phir aatii ho
phir chalii jatii ho

:smack:

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

lol.. boss lagta hai ghar gaya howa hai:D
[/QUOTE]
Aray nahee woh tu kaheen nahee gayee saath walay room main hee hai. :D

hi shy…:smiley:

[QUOTE]
Originally posted by WiseGuy: *
Aray nahee woh tu kaheen nahee **gayee
* saath walay room main hee hai. :D
[/QUOTE]

ahaan.. tu female boss hai :o.. jabhii :D

hehe

phir kya keron???

Kia in hee ki wajah say hee load sheing hoti hai Pakistan main? :stuck_out_tongue:

aik jaga tik jaou :bailan:

hi :wave:

lol :smiley:

ye jal parii hai bijlii nahi :hehe:

theek hai theek hai… :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

ahaan.. tu female boss hai :o.. jabhii :D
[/QUOTE]
jee isi leay koi rok tok nahee hai :p

[QUOTE]
Originally posted by ~~ksa kuri~*~: *

theek hai theek hai... :p
[/QUOTE]

good girl :o

shy… :stuck_out_tongue:

lol.. koii haal nai :bailan:

Acha isi leay jab bhi ligh aati log kehtay, aray dekho light jal paRi :smiley:

:smooth: