me going 2 sleep ![]()
![]()
![]()
:whistling :amamah:
koyal jee :halo:
hello shello Salaamz
kaise hai aap? kya chal raha hai?
:halo: ..
bachii ![]()
how are you doing?
sona nahi hai???
:-|
abhi chalna nahi seekha sallu g ap sunao kahan taak baagh door rahya ho ..
aur me bikul theek ap ki dua se
Daagho uncle ![]()
m fine shine.. aap sunaoo. kia ho raha hai
aur nend nahi aarahii :whistling
[QUOTE]
*Originally posted by BrokenSky: *
:-|
[/QUOTE]
tumhein kia howa :-|
kab tak badalon par basera rahega
ab to zameen par aa hi jaye ![]()
apni to life hi hai baagh door wali ![]()
mujhayy kya honaa hayy ..
..
kisii ko pata hayy ke cell fone main logo kessay daaltay hainn ..
.. thru internet ? like which website .. i swear i knew it , but ab bhool gaya ..
..
demagh thikanay per nahi hai kia aaj phir ![]()
mere ko nahi pata
. .
jab taak ap ki life ki bagh door ap ki wife nahi sambhlay ghi (hamin ap se dar lagta hia neechay aiey tu shikaar he na kahin ,:D)
am fine shine as well…Allah ka shukar hai
haan chalo aish karo kal to weekend hai na ![]()
aish kia khaak ho gii.. 3 tests milay hoay hain aur phir maths ka kaam para howa hai dhair sara
. .
arey to Saturday ko kar lena na study ![]()
sat ko nahi ho sakay gi na.. i mean itnaa kaam hai ik din mein complete nahi ho ga:smack: ..
hmmm to kal thora and Saturday ko thora…
mein coffee lekar aata hoon ![]()