ji mein larhka hoon
my name is Imran Afzal From Islamabad
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Kion kaha gay sab ghar walhein...aur wese bhi aap khud bhi to khana bana sakhtein he na...
[/QUOTE]
wo Gujrat mein hiain
nahi mein sirf chaiay, french toast ya phir anda bana leta hoon :(
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
bass theek ap suno kuc hh new
studiess bhi theek haan bass dua karoo piCss kider han :@
Me bhi theek ho..
new to kuch bhi nahin jo aap ko sunaho..Haan kal weekend he…![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
wo Gujrat mein hiain
nahi mein sirf chaiay, french toast ya phir anda bana leta hoon :(
[/QUOTE]
Oh so aap akele rehteiN he...
To theek he na..Chai ke sath french toast and anda bana kar kha le..is me itna sochne walhi kia baat he...!!!
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Oh so aap akele rehteiN he...
To theek he na..Chai ke sath french toast and anda bana kar kha le..is me itna sochne walhi kia baat he...!!!
[/QUOTE]
is say behtar hay kay mien haleeem ghar say haleeem kha loon
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
aooooooooorr PICssss
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
ji mein larhka hoon
my name is Imran Afzal From Islamabad
[/QUOTE]
acha jeee
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
is say behtar hay kay mien haleeem ghar say haleeem kha loon
[/QUOTE]
Kuch bhi kha le..lekin kam-az-kam bhookay to na rehe...nahin to bemaar ho jahein gay...!!
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
aooooooooorr PICssss
[/QUOTE]
Uffffffffff ho koun si pics....Kin pics ki baat kar rehe he?? Mujhe to yaad nahin ??
haaan ab amirbilal ka intazar karna parhay ga mujay yani kay 8 bajay tak ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
acha jeee
[/QUOTE]
ji haaan
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Uffffffffff ho koun si pics....Kin pics ki baat kar rehe he?? Mujhe to yaad nahin ??
[/QUOTE]
N bhoot buree baath ia mayre koi baat yaad nahi rakhteen tum ab may nahi baaton ga sach may :@
Chalhe jee yani ke 45mins aur..pher to unhein aap ko aj bahir khana khilana chahiye..![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
N bhoot buree baath ia mayre koi baat yaad nahi rakhteen tum ab may nahi baaton ga sach may :@
[/QUOTE]
Ohhhhhhhhhhh Sorry ...Mujhe aap ki har baat yaad rehti he..bas aik yehi baat bhool gay..plz aik baar aur bata de plzzzz:(
liken wo bohat kanjoos hein wesay to lahore kay log barhay dil walay hotay hien liken amir bahi … :d
ja kar so jaien agar itni kee neend a rahi hay to ![]()
noo abhi may ja rahah on numaz ka timee ho gaya hia TC AH
FC ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
liken wo bohat kanjoos hein wesay to lahore kay log barhay dil walay hotay hien liken amir bahi .............. :d
[/QUOTE]
He he chalhe jee ..pher aap ko bardasht karna ho ga...Ab kia keh sakhtein he...!!
![]()