Where are you ...

ayween bolti rehti hai wo :halo:

meri bhi baat nahi hui kaafi dinn se :teary3:

ruko mein melon kha raha hoon :D

am back :yummy:

kiya khaya?

mubarak hoo..:hula:

^ kis baat ki?

i have to go now…

Allah Hafiz & take care :wave:

likha to hayy watermelon..:frusty2:

samajhh naii aati kyaa:-|

melon khaye

waise khana to meine gym mein hi kha liya tha...had mushroom and cheese pasta aur orange juice :D

:salam:

how r u BS & Daagh bhai :wave:

:mudhosh:

lagta hai aaj mekhane se seedha idhar aa gaye ho :smiley:

:jhanda:

hum kahan hain?

Aali jaah aap is waqt Gupshup k forum Cafe mien aur where are you thread mien hien

aap ne buhat pee li hai kiya aap ko

2/4 bailan lagao.n shayed kuch hosh aaye :bailan:

pata nahi yahan kaisay aay, khair jab aai hi gay hain to baito khuch peenay pilanay ki bat karain.

going for jumma prayer now

brb

:wave:

Humaray liay bhi pharr lain

:wave:

Hi Maheen sis:wave:

How are u??

:sleep2:

Har waqt sohteiN rehteiN he…:smack:

kohi kaam bhi kar liya karhein..!!!