w-salam
jiti rahien sada khus rahien
awwwwww. chalien phir maaf kia
kia yaad kerien ge ![]()
jee ker dena.. pm ki no mafi shafii ![]()
aur kia chal raha hai?
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
w-salam
jiti rahien sada khus rahien
[/QUOTE]
thanko thanko..
kia ho raha hai..
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
w'salamz Innocent...
kaise ho?
[/QUOTE]
jeetay rahien
mein theek thaak ALLAH ka sukar hay aap kesaay hein ayr intay din kaha gaieb thay
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
awwwwww. chalien phir maaf kia : snooty: kia yaad kerien ge : p
jee ker dena.. pm ki no mafi shafii :p
aur kia chal raha hai?
[/QUOTE]
badha ehsaan kiya...aapke sadaa abhaari rahege :p
haan shaam ko karoonga...
aur kya hoing?
yahan to kaam hi kaam bas :(
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
thanko thanko..
kia ho raha hai..
[/QUOTE]
kuch nahi university say kuch data lenay aya tha
lol.. haan na kia tu hai ![]()
aur kuch khas nahi.. bus bore ho rahii hoon
aaj ka din tu waisaybhee intihaii bonga tha ![]()
hehehe ![]()
kyon kya kar liya aisa poore din mein ? ![]()
Inno… bas yaar theek thaak chal raha hai kuch zyada busy hai aajkal…wahi meetings and discussions ![]()
ahaan.. ap uni miein ho abhi kia?![]()
bus na.. daant hee partii rahi subh se..
aur phir tabeeat bhee theek nahi thee subh
aur pc bhee again kharab ho gaya hia ![]()
haan bas abi nikal raha hoon thori diar mein
ahaan..
acha ab mae ja rahii hoon
tata bye bye ![]()
awwwwwwww.. sowwy kamo uncle.. mae ne dekha hee nahi reply.. am sowwwwwwwwwwwwyy
![]()
take care All ALLAH HAFIZ
![]()
kion kiyaa huwa tumhai ![]()
GUPISTAN ![]()
![]()
![]()
hello shello jiyaaaaaaaaaaaaaaaaa jeeeeeeee
![]()
kaise hai ? ![]()
![]()
hello shello miss rolleyes ![]()