Where are you ...

mein to saara din hi hota hoon online…iska yeh matlab nahi ki every 2 mins ek post kar doon :halo: jab koi aayega…post karega…to hum baat karege…aur woh bhi humare mood par depend karta hai ki baat ki jaye kya nahi :halo:

ji nahi aaj wala bhi acha tha :bailan:…aur kia hi bonga panna kia hai un logon ne Parts mein divide kar k itni achi khasi movie ko jahil log :bailan:..per shayad unhey pata chal gaya ho k Rabia Pari nahi dekh payein gi is liye Parts mein dikhao…itne bhi jahil nahi hain waise..:snooty:..

mein kyun bataoun…awayeen khamakha..jab hum batana zaroori nahi samajhte..tu aap ko janna zaroori nahi samajhna chaye…HAR kissi ko raaz ki baatein nahi batati mein…:snooty:

waise yeh kaun Sahara aur kaun Arzoo :hoonh:…do bajiyan mileen hain phir se…hoonh

aur kaun sa zaroori kaam..woh bhi aap ko..:halo:…koi aisi bongi mara karein jo hazam bhi ho jaye>..halo

chchc vele log…:snooty:…hume tu Gs k ilawa bhi bohat logoon ki shoba badhani hoti hai mashAllah se..:blush:..

aur ji nahi aisa anarth tu kabhi na karna k har 2 min mein aap ki post dekhni pade..:smack:..

aur ufffffff yeh sadi howi garmiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :mad3:..

:rocket:

yahan ke gorey…ek saath 3.5 hours ki movie hazam nahi kar sakte ha is liye 2 parts mein dikhaya… last year Lagaan bhi aisi hi to dikhayi thi

aur hum bhi HAR ke se raaz ki baat nahi poochte :snooty:

hai koi …aur tumhe kyon saari meri baajiyaan lagti hai :rolleyes:

hai kuch kaam…ab hum thode busy ho gaye hai aajkal…kuch final hona hai aaj shaam ko usi ka wait kar rahe hai hum :smokin:

:halo: jalo jalo aur jalo

aur koi sadi hui garmi nahi hai..itna pyaara mausam ho raha hai…garden mein aaj safai ki hai…and it is so beautiful…garmi bhi nahi hai…

last yr lagaan dikhaye thi..mein ne kyun nahi dekhi thi :mad:..mujhe kyun nahi bataya gaya tha..kab aye thi kitne baje?..pata hai mujhe laga tha k devdas raat k 3:40 dikhaye gay…mein ne eik churaili ko bataya tha k rata k 3:40 dikhaye gay tu woh ullu tu hai hi ab maqsad bhi mil jaye ga us ko jagne k liye…per bongon ne sham ko hi dikha di :smack:…last yr DDLJ dikhaye thi raat ko 3 baje :blush:..

oh haan point…mujhe baji nahi banana chaye unhey aap ka..abhi tu woh log najawan hian..chalo choti behanain sahi…:halo:..

kia final hona hai?..kahin WOHHHHHHHHHHH tu nahi??? :eek:..hain hain?? jaldi bolo bolo tell tell…

hamare jane ka samay hone wala hai..tayyar shayyar rehna sare :rotato:..

chiii jaloon aur woh bhi aap se…chiiiiii nevaaaaa…::grumpy:

raakh hum bin jaley ho gayee :teary1:..hmmm hmmm hmm hmm hooooooooooo oo bujh gayee diye pyar k :halo:..

aur sakht sadi howi garmi ho rahi ahi…mera dil chah raha hai k…:mad:..k…k chalo choro..dar jayein gay…:snooty:..

ab itna kaun yaad rakhta hai ki last year kab and kitne baje dikhayi thi :bummer:

waise is saal saari SRK ke movies dikhane wale hai and also Monsoon Wedding…my all time fav movie :smiley:

koi behene ya bajiyaa nahi hai :smash:

hai kuch baatein…woh and woh and WOH bhi :eek:

mein 5 mins mein jaane wala hoon :rotato:

oh haan kal i was listening to Chalte Chalte ke songs :frowning: uffff woh din yaad aa gaye saare ke saare :frowning:

to garden mein jaakar baitho na :halo:
nahi bataye bataye mein nahi darrta warrta :halo:

jis k pas yaad rakhne k liye dimagh ho woh yaad rakhta hai…aap se awayeen umeed laga li k shayad yaad ho :halo:..choro choro nanhey per bojh na dalna…halo,

haan Monsoon Wedding dikha rahey hain..lekin agar UN ka season hai..yani Shahrukh ji ka..tu yeh film kahan se aa gaye bech mein..gore gore hi rahein gay sari zindagi :smack:..

behanein bajyian nahi hain..choti behnain hain..abhi tu bataya hai…waise bhi aap k kehne se woh behnon k bajaye kuch aur thodi ban jayein gi..sab mein aqal hoti hai :halo:..

aur yeh jo sare WOHs hain na..aram se bata dein..is se pehle k :hoonh:

kaun se din yaad aa gaye? :konfused:…aur woh gana gaya tha…

woh beete din yaad hain ..woh pulchin yaad hain..gaya tha? :bailan:..

ohhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh Phir Milege k gane sunney…eek..anneyyyyyy chooo chweettttttt :teary1:..khas tor per title track aur ‘Yaad hai woh pehli mulaqat’…mein ne us gane mein se tu nahi churaya apna signature :snooty:..

aur garden mein ja kar beith jaoun takey surajmukhi mujhe ghor ghor kar andha ho jaye :@ :mad:..

haan hum faaltu ki cheezein yaad nahi rakhte…bas kaam ki baatein :smokin:

haan pata nahi yeh movie kahan se aa gayi but shyad unko pata chal gaya ki meri fav movie hai :smiley:

hmmm hai dher saare WOHs but abhi time nahi hai bataane ka…may be later…

raat ko aaoge online?

hai kuch puraane dino ki yaadein :frowning: aur hum humari yaadein HAR kisi ko nahi bataate :stuck_out_tongue:

nahi sune abhi tak…aaj sununga :halo:

yahan to cloudy hai so no sun :halo:

shayad aap thoda ulta bol gaye…aap ko kehna chaye tha hum kaam ki baatein yaad nahi rakhte…faltu tu kafi yaad rehti hain :halo:…

nahi im sure unhey nahi pata hoga k woh aap ki fav movie hai…ab gore itne bhi bewaqoof nahi hain..:halo:…

gore gore gore gore gore…kabhi kabhi kahin kahin chori chori…:hula :..

mere pass bhi abhi sunney ka samay nahi hai…:snooty:…raat ko tu hum nahi padharien gay kyun k kal office hai..aur parson bhi aur tarson bhi aur har roz …:halo:…ab tu next 2,3 weeks k liye hum bohat busy hain..baat karni ho tu appointment li ga pehle…aur appointment deinr k bare mein main dekhon gi,sochongi, kal parson kuch kahoong i :snooty:

ab bye shye..aur takecare vakecare n Allah hafiz n ba…:snooty:

:mocking:snooty..

:hehe:

waise mein bhi bahot zyada busy hoon last 1 week se for next 3 weeks uske baad India :bummer:

okies jee take care and be good

Allah Haafiz

:wave:

haan tu HAR kissi ko batane ko kaha bhi nahi hai…sirf mein ne poocha hai tu sirf mujhe bataye..:bailan:..har kissi mein itni himmat nahi hoti..:halo:..

abhi tuk nahi sunnaaa..Allah rey..aap ko jeena ka koi adhikar nahi hai..:bailan:..

haan tu sun yahan ji tapka howa hai..aur tu koi kaam nahi hai ussey garmi phailane k ilawa woh bhi itni sadi howi :mad:..

oh ok..mein tu ja rahi thi..tu bye shye …n Allah hafiz…

Ba bhi :halo:…aur :mocking:halo..

… :rotato:

theek hai theek hai…dekhege sochege…:snooty:

okie see ya laters

mein bhi jaa raha hoon

Allah Haafizzzzzzzzzzz

ta

mashAllah mashAllah…timing ho tu aisi..warna na timing ho na hi aisi timing wala banda :mad:..

ab beithein yahan apne doston yani bhotoon se baatein karien…shabash :bailan:

sust-ul-wujood :bailan:..

meinja rahi hoon..hello shello, salaam…hi vi..n bye shye…n Allah hafiz..n takecare vakecare tu :nono4:

mad..

waqae timing ho tu ayse… baal baal bacha.. :smooth:
chalo abb baad mai baat ho ge, mai bhi ja he rha houn :bummer:
tata vata
bye shyee