ello daghuu bhaii:clown:
kia ker rahay ho chotayyyyyyyy.. kabhi offline bhee ho jaya kero ![]()
ahan…kaha hai bhai? ghar par nahi hai?
aur kuch khaas nahi bas same old life ![]()
**Ali: ** aaj khana shaana kha liya? ![]()
haan na bhai dubai chalay gaye hein
aur bhabi bhee ![]()
itnay sad sad kion ho gaye
abhi tu bhalay changay thay :o
oh achchaaaaaaaa…
so kitne dino ke liye gaye hai?
bas aajkal sad season chal raha hai na :-s
dinon k liye nahi.. wahan hee rahien ge ab.. aur 1 week mein bhabo bhee dubai mein hoon gi
yahan per visa prob ho raha tha na jabhi wahan chalay gaye.. offer hoee thee job ki
khairiat tu hai na?![]()
daagho bhaii : kahan yaaR
ab raat main hi naseeb hogaa ![]()
oh achcha achcha…inshaAllah sab set ho jayega soon…
nahi nahi sab theek hai yahan bhi…bas mein hi kuch zyada sochne laga hoon aajkal ![]()
hmmm…yaar kuch kar liya karo…omlette shomlette hi bana liya karo
aur guitaring to mashaAllah se bahot badhiya hai tumhari…UK aa jao …seekha do mujhe bhi:D
Aameen..![]()
hud hai.. aap ko badaam khanay ko kaha tha takay yaadasht sahi rahay na k soochne ko
waisay sochte kis k baray mein hain
ahem :halo: care to share?:o
acha ab abu ke saath hi khaoonga na
haha ![]()
main kyoon aaon u.k:snooty:
khud aao idher , hamara poora band to aanay se raha wahan:silly:
heheheheh
haan na badaam khaata to hoon…but shayad yeh side effect hai ![]()
bas sab kuch ke baare mein na…life…future…kahan settle hona hai…kab kya karna hai sab kuch ![]()
oh achcha…sahi hai phir to…
oh haan tumhara to poora band hi hoga na
chalo theek hai mein hi aata hoon wahan ![]()
phir ap choor dien badaam khana.. aise side effect se Allah bachay ![]()
Qatar aajayien na aap… suchii maza rahay ga.. bus yahan ka mosum acha nahi baQi sub tu sahi hai :biggthumb
haan aik drummer hay:smooth: , 2 guitarist hain
vocal aik bhi naii:silly:
haha
theek hai aaj se quota kam kar deta hoon badaam ka ![]()
haan chalo yeh idea achcha hai Qatar aa jaata hoon…then uncle aunty se tum ko adopt karne ki baat bhi karoonga ![]()
kam na kerien bulkay khatum ker dien ![]()
jee zaroor
jaldii ayien na aap ![]()
aray haan.. aap abhi office mein hain kia?:o
wah wah kya baat hai…aur practice kahan hoti hai?
mein aa jao vocalist ban kar? ![]()
heheh okie khatam hi kar deta hoon ![]()
haan chalo theek hai aata hoon next year pakka pakka ![]()
aur aaj Sunday hai :o so day offfffffffff na…mein 1 baje to so kar utha ![]()
2 studios hain , aik mera kamra:silly:
aur aik doosray dost ka kamraa:silly:
meray haan practice , uss ke haan recording:blush:
aajao yaar… hum teeno ki hat ti hay vocalist ban nay main:smack2: