Where are you ...

:smiley:

mujhe laga chale gaye tum :halo:

kya chal raha hai? tumahre pc par net chal gaya?

Hello! Kia ho raha hai. :slight_smile:

mae phir aa gayee hoon :devil:

yup chal gaya lekin filhaal vivo use ker rrahi hai pc and m using bro’s pc :o

ap sunoo.. kia ho raha hai..

kuch nahi chal raha…abhi office se aaya…ab khana banane jaa raha hoon neeche :rolleyes:

kuch khas nahi bus abhi abhi dinner ker k ayee hoon :hula:

ap sunayoo :slight_smile:

Mai nay bhi abhi lunch ker leeya. :yummy:
Aur yahan bhi kuch nahee, bore ho raha hoon. :frowning:

oh acha

ps aaj phir mirchii chabayee hai kia :halo:

ahaan cool.. kia khaya lunch mein?

haan mae bhe ho rahi hoon bore :bummer:

:salam:

:rotfl:

i love it jab tum yeh dialogue kehti ho :stuck_out_tongue:

heheheh nahi nahi chewing gum chaba raha hoon :rolleyes:

w’salam Jiaaaaaaaaaaaaaaa

:smiley:

kaise ho? kya chal raha hai?

aaj saara din gayab the…na msn na yahoo :halo:

Qeema Roti. :slight_smile: Aur aap nay kia khaya
Aur aap kyuN bore ho rahee, mai tu yaheen hoon. :stuck_out_tongue:

mujhe bhee de dien chabanay k liye :clown:

waisay suchii batayein chabayee hai na mirchii :snooty:

:wsalam: Kaisee ho aap. :slight_smile:

wow.. i luv Qeema :yummy:

me ne khichrii khaye e:bummer:

jee jee aap yahan hein jabhi bore ho rahi hoon :hehe: :stuck_out_tongue:

am fine ShukarAllhamdulilah aur nothing much bas trying to do something bout GS digichat again

arey thi to sahi main msn pe :halo:

Daagh Bhai kaheen mithoo beta tu nahee :stuck_out_tongue:

haan woh to roz hi khaata hoon with daal chawal :halo:

:wsalam:

Jeetii raho :o

:bummer: meri wajah say bore ho rahee. Sorry :bummer: