Where are you ...

moon I thought you said you’ll call me :rolleyes:

fine shine :smiley: aap kaise? kya chal raha hai? khane mein kya banaya? :frowning: am feeling very very hungry

:wsalam: :wave:

:hula: :hula: :hula:

salam salam salamzzzzzzzzzzzzzz

na laage na jiya laage na…tere bina jiyaaaaaaa jiya laage na :smiley:

:wave: kaisi ho jiaa? :hug:

tuch nahi.. mae hindi bhasha bolna seekh rahii hon :blush:

kuch nahi ho raha … bus haath mein durd hai tu mounh bana rahii hoon thora boht :hehe: :stuck_out_tongue:

mujhse baat kyon nahi kar rahe :halo: :bummer:

mae ne kub kaha :hoonh:

awww…:hug:…jaldi se theek ho jao yaara…

:blush:…webcam mamoo ke paas hai :o..aur doosre camera se pic khenchoon gii tu jab tak pics develop karaoon gii…baal double ho chuke hoan ge :smack:

kabhie kuch aur bhi kar liya karo :stuck_out_tongue:

:hehe: chalo theek hai avashya seekho…agar humari sahayta ki avashyakta padhe to hum aapki sewaa mein sadaa tatpar hai

:eek: itni shudh hindi meine likhi???

oho mooh na banao you look funny :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

fine shine : D aap kaise? kya chal raha hai? khane mein kya banaya? : ( am feeling very very hungry
[/QUOTE]

mei bhi theek :D kuch khaas nahi...just watching TV...and GS...wo channel 616 check kiya? :D khaane mei dupehar ke chawal and chicken...abhi nahi khaya magar..
aap kuch khaa lein naa...

thankoo :teary3: lagta tu nahi hai.. skin abhii tuk nahi ayee wahan :smack:

hud hai yanii k :grumpy:

KAISE hu tum :hug:

main tu bilkul fine shine :hula:

:wave:..hi Jiya…kaisi ho?

jhoot:crying: :crying:

aur sunaiyen kiya horaha hai :smiley:
khaana shaana hogaya ? :stuck_out_tongue:

kia kaha :bummer: mere sur k oper se guzar gaya :teary3:

avashya means?
sahyta means? :s
sadaa tatpar means? :s

shudh bolay tu hard na? :hehe:

nahi funny nahi lagtii bulkay clown lagtii hon:clown:

awwww :bummer:…itna jala diya thaa :smack: koi cream wageira laga rahi ho ooper? :hug:

:hehe:

m fine but not shine :teary3:

aur kia ho raha hai??:hula:

jala tu thora sa hai lekin durd boht hai :bummer: haath hilaya hee nahi jata :smack:

m poor baby :teary1:

humare Telewest mein 616 is invalid channel :expressionless:

achcha chawal and chicken :yummy:

mein kuch khaa kar aata hoon :smiley: