Where are you ...

:salam:

:slight_smile: AKUUUUUUUU…
Kaisee/kaisay ho aap?

:wsalam:

Kaisay Ho Dost ? :k:

bore hone ke alaawa bhi kuch kar liya karo :halo:

haan lunch kar liya had chicken, mayo and salad sandwich :frowning:

**WG: ** Salamz :smiley:

:alhamd: I am fine, Aap kaisay ho BeWaQooF jee aur kia ho raha hai?

:wsalam:

Kaisi Ho Jiaa ? :k:

me HH hoon female hoon :snooty:

fine shine hoon .. u tell :hula:

Mein Bilkul Theek Hon, ALLAH :swt: Ka Karam Hai, Dosto`n Ki Duaein Hain :slight_smile:

Kuch Nahi Bas Intezar Ho Raha Hai C++ K Assignment Ka :halo:

Kaisay hain aap Daagh jee, hum nay tu abhi tak nashta bhi nahee keeya aur aap lunch bhi ker chukay. :frowning:

kia kia kero.. ap hee kuch bata dien k ye ye kia kero :halo:

**BewaQoof… Jiaaa ** :wave:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kaisay hain aap Daagh jee, hum nay tu abhi tak nashta bhi nahee keeya aur aap lunch bhi ker chukay. :(
[/QUOTE]

yahan to shaam ke 4 baj chuke :D

oh breakfast kyon nahi hua abhi tak? office late pahoche kya>

Hain acha, kitnay nicks hain, :bailan: sub aaj bata hee do aap. roz roz aaker confuse kyuN kerti ho aap. :smash:

main theek hoon aap kaise ho bewaqoof :stuck_out_tongue:

:wsalam:

kya haal chaal?

kaise hai rey? :wave: aur haan aunty aa gaen ghar?

Masha Allah, acha abhi tak kuch nahee hua assignment ka :frowning:
Hum bhi kuch dino say kafi busy hain, waqt hee nahee mil raha.

5-6 hein :blush:

nahi jee mae nahii batatiii :mocking:

Nahee I at home today, bas tayyar ho gaya nashta ab chaloon ga mai. :wave:

main baat nae kar raa aap se jee :snooty:

jaisee phone per baat kerte hoay thee:p

nah..abhii nai ayienn