Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by Black Mamba: *

bhai correct yourself. Raat tak nahiN, subha tak. :p

Its morning now :D

Aap se baat karni thee na. iss liye socha online rehtay haiN. :D
[/QUOTE]

haan ab to 4 baj gaye hogein wahan...

shukriya shukriya :)

:wave: koi haii??

Hello JJuuuuu :slight_smile:

:salam:

how r u friends :wave:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Hello JJuuuuu :)
[/QUOTE]
hey you still here? :( sorry asal mein abbo aa gaye they naashta le k thats why I had to go

:wave:

:smokin:

:mudhosh:

lo jee subah subah hi tunn :halo:

Bhai shaam honay ko hay, or weekend hay, or aap jo apni subha subha ko Cigg. pee rahay ho

oh okie okie…

chalo theek hai aish karo :smiley:

aur meri cigg to show wali hai :halo:

Sari umar buss show hi martay rahain aap.

haan yaar yeh baat bhi hai...

insaan hoon na... :(

aur kya chal raha hai janab zindagi mein?

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
haan yaar yeh baat bhi hai...

insaan hoon na... :(

aur kya chal raha hai janab zindagi mein?
[/QUOTE]

sub hain par sirf show marnay walay .. thorray kam hain.
bhai hum ne kia karna hay, peena pilana, nachna, moj maila etc.

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

sub hain par sirf show marnay walay .. thorray kam hain.
bhai hum ne kia karna hay, peena pilana, nachna, moj maila etc.
[/QUOTE]

kaafi rangeen mizaj maaloom padhte ho :D

aap sunain kia chal raha hay aap ki zindagi main? UK main aap kahan hote ho?

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

kaafi rangeen mizaj maaloom padhte ho :D
[/QUOTE]

Nahi bhai Dunia barri rangeen, or waisay bhi karnay ko to kuch hay nahi, bore honay say acha hay shughal lag jata hay.

i m in Kingston...which is a part of greater London...job bhi Kingston mein hi hai...so life is cool...

aap kahan hote ho and kya karte ho?

:whistling

bachiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :hug:

kaisi ho?

hmmm tumhare liye bhi ek naam dhoondna padhega…sweet sa…

how about jalebi ? :smiley:

SKN and SB ke liye to hai ek-ek :smiley:

am fine daagho uncle..

u tell :hug:

kia ho raha hai.. lol jalebii nahi koii aur na.. i dun like jalebii :bummer:… what abt gol gappa :stuck_out_tongue:

SB aur SKN k liye koun se hein? :expressionless: