Gandhi Bachi 
Nick Wapas Karo Jaldi Se 
Or Apnay Nick Se Aao Foran 
nahi na.. am ok with this one 
HH chuttii per hai
usse rest kerna hai na 

Ager Tum Ne Ye Nick Rakha Na To Mein Tum Se Kabhi Baat Nahi Karonga 
Nahi Aati To Phir Isi Nick Ko Use Karti Raho 
Theek Hai Nuqsan Bhi Itna Ziyada Nahi 
acha nick tu hai 
acha is se 1000 ker lu phir change ker luun gii 
But I M Not OK With This One 
Mein Ja Raha Hon, Jab Meri Bachi Wapas Aa Jaye Chuttiyon Se To Mujhey PM Kar K Bata Dena 
nahi naaaaaaaaaaaaaaa 
us ka haath jal gaya hai jabhii chutii per hhai wo.. mae 1000 ker lu us waQt tuk us ka haath sahi ho jaye ga aur wo wapas aa jaye gee :halo:
Koi 1000 Nahi Ho Rahay Is Nick Se Bas Mein Ne Keh Diya 
Hath Jal Gaya Hai 
Kab, Kahan Or Kaisay 
Or Jab Hath Jal Gaya Hai To Phir Is Nick Se Itni Posts Kaisay Kar Lee 
200 se kam rehte hien kerne du na
warna HH wapas nahi ayee gii 
bus jal gaya
parso jala tha.. lekin ab bhee durd hai boht 
Aaj Tak Meri Kabhi Mani Hai Jo Aaj Manogi 
Kuch Lagaya Hath Par ?, Dr Ko Dikhaya Ya Phir Khudi Neem Hakeem Khatra-e-Jaan Ban Bethi Ho 
itnii dafa maanii tu ahi.. ab ye tu na khoo 
haan na bhai ne creamz dee hein wo lagayee thee… aur mujhe shouQ nahi neek hakeem bannay ka

Aik Dafa Bhi Nahi Mani Meri Koi Baat 
To Bhai Sahab Is Baar Hikmat Ki Chair Sambhalay Bethay Hain :halo:
Dekho Kuch Thori Buhat Doctori Tum Bhi Seekh Lo, Tipu K Kaam Aayegi 
manii tu hai.. khair ab aisee bhee koii baat nahi 
hehe he’s doc na.. hikmat ki chair tu sambhalnii paray gii 
hayeen ye tipu koun hai 
aca BRB
namaz parh ker aatii ho.. jana nahi 
Aisi Hi Baat Hai, Mein Kiya Jhoot Keh Raha Hon 
To Tumhara Bhai Doctor Hai 
Tipu Bolay To Meray Honay Walay Betay Ka Naam 
Jao Namaz Parho Meray Or Tipu K Liye Dua Karna 
aur nahi tu kia :halo:
haan na.. bhai doc hai.. ap ne ilaaj kerwana hai tu aajayoo yahan :nahnah:
ap khud dua kero tipu shipuu k liye.. mere fas falto time nahi hai 
No Thanx 
Mein Beemar Hi Theek Hon :love:
Sharam Karo Larki Bhala Koi Bachay K Baray Mein Aisi Baat Karta Hai Kiya 
lol.. nahi nahi acha ilaaj kerien ge ap aou tu sahii 
oppss.. sowwy.. ainda nahi kaho gi kuch 
Me K Janay Ka Samay U K Aanay Ka Samay Y Hota Hai 