Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

mein theek thaak Umar...tum sunao kaise ho?

kya chal raha hai?

how is work? aur aapke 'woh' kaise hai? :D
[/QUOTE]

i m also fine , Allah ka shukar hai

chalna kiya hai soch raha hoo.n k kuch chalao.n
per chalta hi nahi

work is fine aur meray wo out of city hien :(

:wave:

kiya tu hai salam aur kaise karo.n :bailan:

aur yar wo msn pe is liye baat nahi karta k

kaam kar raha hoo.n na :frowning:

hello

jiaa how r u ?

Tum bin jiaa tu kiya jiaa , jiaa

:hehe:

dada maroo tu nahi … wesay he kal peeta ho bari boori tarha aik 9 saal kay bachay say :frowning:

khair tu kam kar fekar not … milk or badaaam khaa lena sumjha

Jia jee :wave: :expressionless:

Hear Hacker Aapa mien bhi theak hoo.n :hug:

aur sunao kiya kar rahi ho aap

hey
am fine thanx, how are you?

ahaan! :silly:

jiaa … tum bin jiya jaie kesay … tum bin jiya jaie kesay …saadiyo say lambi hai raatay … saadiyo say lambay hai din … lot aaoooo yah dil kah raha hai :frowning:

wesay naam tu boohat pyara hai app ka… umeed karta ho kay app ka yah GS ka safar boohat ache goozray ga :slight_smile:

hanji jee :smiley: kya haal chaal hai? waise yaar thanx to keh de itna zabardast mashwara diya thaa! ab to khush hoo na? :hehe:

jus for r info mere GS k safar ko shuru hoye kam az kam 3 saal to hoo hi gaye hain :halo:

thanx anyway :hula:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

dada maroo tu nahi ... wesay he kal peeta ho bari boori tarha aik 9 saal kay bachay say :(

khair tu kam kar fekar not ... milk or badaaam khaa lena sumjha
[/QUOTE]

maro.n keon nahi , tu mera bhai hai tu kiya mien tujhay nahi mar sakta

aur haa.n badaam tu mil gaye hien per

milk nahi mil raha yar :(

:bailan:
:silly:

i m also fine jee
aur ab aap aa gaye ho tu aur fine ho giya hoo.n :love:

aur jia aap ne ab tak kitna jia
aur kaha.n jia

mere aane se aap ko fine hoone ki zaroorat nahi hai bcoz am not fine with it :hoonh:

khair abhi tak kaafi jia aur kaafi acha jia :halo:

acha tu app pahlay koun say nick say ati thi ?

ur jiaa u’re gr8 :jhanda:

:stuck_out_tongue:

3 saal :eek:

kahan thien tum 3 saal se Chia

       I'm fr8 :eek:

aap rehne den! :halo:

FR8 boley tu :eek: Kiraya :smiley: