han na tumahre bhe tu halat mere jaise he hai, jabhi tu foran pehchan gaen
acha abb mai ja rha houn… tata bata
bye shye
Take care kia tu acha naheen ho ga aor agar reporters se patta chaalla kai tum nai kur lia phir tu qayamat he aa jae ge
aap ko kaun si akhir aye hai…aap ne kahan jana hai kal?? awayeen khamakha ..waise bhi kaun sa sham se pehle uthna hai..:halo:…aur uth bhi gaye tu bongiyan hi marni hain.uni mein nahi tu ghur mein hi halo..
tumhai qis HAkeem nai kaha hai kai Shaam tak soun ga Vaile log naheen hum … soun ga tu abhi bhe naheen kuch kaam rehta hia wo karoun ga … uskai baad 7:30 bajai Uni kai lia nikloun ga …
aor Ja bhi chukko Dadi Amma
hakeem ne tu nahi..mareez ne bataya tha k aap sham tuk sote hain…haha :halo:…per chalo vele logon ka aur kaam hi kia hai..
aur is waqt kaam karien gay?..yani soyein gay nahi..seedha uni?..koi zaroorat nahi hai adi vadi bongi marne ki ..ja kar forun neend per atyachar karien…aur sapnon per bhi bummer…pata hai k bongay hain sabit karne ki zaroorat nahi hai aisi bongi mar k....
MAreez logon nai weekends ka bataya ho ga
han Kaam tu shaam ko kurna tha.. pur kuch busy ho gia tha :halo: iss lia abb kurna hai, waise bhe hafte mai aik du bar chalta hai ye abb kal raat ko he soun ga Aram se aor Saturday ko uthoun ga 4:00 PM pur
weekends ka bataya tha ya weekdays ka..jis ka bhi bataya ho..per filhal aap abhi tashreef uthaye aur ja kar so jaye..is waqt kuch karne ki zaroroat nahi hai…haan namaz padhni ho tu padh li ga..mein bhi wohi karne ja rahi hoon..time ho gaya hai na?..haan ho gaya hai....
aur sari raat jaag kar subah jane ki zaroorat nahihai…..uth jaye…bye shye..aur takecare vakecare ko tu aap bhi bhool jaye…bailan…Allah hafiz…forun uthain……
nahi abhi half an hour hai namaz mai. jab takk wazoo waghaira kur lo…
han Uni mai baith kur phir makhian maron ga na koe naheen sona wona.. next year takk khattam kurna hai ye mujhai.. khoob fees daide mai nai inn khabees Uni waloun ko
chalo tum jao .. Namaz pardho aor dua karo.. 2nd point pur amal bhe kur laina :halo:
take care
bye shye
Allah Hafiz
Kamo kaka khamakha pangay leine ki zaroorat nahi hai …keh diyya na bus keh diya…(kis mein hota hia..bolo bolo tell tell)..haan tu mein keh rahi thi..k yeh koi tareeqa na howa..mujhe pehle pata hota k aap ne kal..i mean aaj uni jana hai tu itni deir shoba badhati bhi nahi……aur fajr ka time 2:30 ya is k agay tha…adha ghunta sunrise mein hai..smack…uni chaley gaye hain..nursery tu khutum kar lytey smack…
bus ab khabardar panga liya..ja kar so jana acha..waise tu aap itne sharef aur farmabardar hain nahi k baat manein gay..per aagar na mani na tu…tu bus choro…acha nahi hoga aap ki bachi kuchi sehat k liye ..
..begair Allah hafiz suney bhi jane ko nahi kaha tha…smack..waqayee kami nahi hai bongon ki…khair bye shye..aur takecare vakecare karni ho tu theek hai nahi karni ho tu is se achi baat kia ho sakti hai…:halo:..Allah hafiz…