mai bhi theakh thaakh.. sar din he busy rha
aor Nano lot chale gae??
PS: itna Farigh naheen :nahnah:
mai bhi theakh thaakh.. sar din he busy rha
aor Nano lot chale gae??
PS: itna Farigh naheen :nahnah:
tu khaa lein naa ![]()
achaa…tu batayein kis baat pe hui…
mei bore ho rahi hoon ![]()
jee wo tu kaafi der pehle ke chale gaye…
tu mujhe bohat farigh samajh rakha hai? ![]()
waise kis baat pe larayi hui? ![]()
msn par aao ![]()
batata hoon…yaha kuch LOG sun lege
and kuch aur bhi bataana and poochna hai :halo:
tu phir pehlai kion nahen aayen online??
waise Aam khana hain?
aaj lai kur aaya ![]()
PS: na tu na sahe ![]()
kaise aaooon…bhai paas bethe hue hain dono
aap pm kar dein abhi plz :Pretty:
sab kuch pm mei pooch aur bata dein…![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Maheen2002: *
kaise aaooon...bhai paas bethe hue hain dono :mad : aap pm kar dein abhi plz :Pretty:
sab kuch pm mei pooch aur bata dein...:D
[/QUOTE]
nahi pm nahi :(
chalo phir kabhi sahi :p
bhai tha net pe…
mei ne abhi khaya hai
![]()
plz ![]()
tu bhai ko bolo jao room mai study karai.. ![]()
kitnai mazzai kai aam hain iss dafa hain na
abhi mai nai aik khaya aor du fridge mai rakh kur aaya houn thandai ho jain gai tu khaon ga…:love:
aor kal ka kia plan hai?? kal bhi aa rahai hain nano waghaira ![]()
yeh smiley nahi use karna tha na
nahi naaaaaaaaaaa
maza nahi aayega
wo tab study nahi karta jab college jaana ho… chuttiyoa’n mei kiya khaaq kare gaa ![]()
i know..mangoes are sooo ![]()
kal i might go around there house..mamoo 3/4 dinn se bulaa rahe hain…
Hi dhaagooo KK n rest of others … soonay jaa raha tha tu soocha kay app logo ke khair kabar lay lo … dekh kar khooshi hoie app logo ko yaha… acha abb chalta ho
bye bye takecare of ur self guz ![]()
Allah Haafiz Janwar
take care ![]()
tu aap meri baat maan lein naa ![]()
kis baat ka maza…jaldi se baat batayein ![]()
lo tu barde behn ho kaan pakard kur room mai band kur du ![]()
han I love Aaam … iss weekend zaroor laon ga aor.. phir roz khaon ga mazzai se ![]()
ye mamo ko chain naheen
aik tu itnai door ghar lia ooper se coffee banwanai kai lia tumhain ilford se bulwa rahai hain, kaho sabr karain december takk uskai baad aram se zitne coffee peena ho bunwa kur pe lia karna.
PS: logo se kahoo ziada mazzai aa rahai hain ![]()
behn ya bhai ![]()
unn ki tabiyat nahi theek
koi daant shaeid nikalwaya tha…tu kaafi dard hai..
haan keh doon gii ![]()
khud keh lo ![]()
tum ko keh rha houn kai tum barde nehn ho uske ![]()
oh tu daant he nikaal diyaa
abb lardke walon ko kia batain gai! kai lardkai ka aik daant kam hai ![]()
PS: inna waila nahee ![]()
PPS: PM ka kia huwa :halo:
tu mere liya kaha ke bare behan ke kaan pakar ke room mei band kar de
![]()
pata nahi ke nikala hai ya nahi
![]()
abhi parha hai pm…reply karti hoon kuch der mei…
ye kaha tha kai tum barde behn ho usko kaan se pakard kur room mai band kur du ![]()
oh yani abhi itna shubh kaam huwa kai naheen iska cpnfirm nahen huwa… waise konsai wallai mamo?
oh acha…