Where are you ...

f9 but … ap

jiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ho :smiley:
jiya ho jiya kuch bol do…

ab to dil ka parda khol do :halo:

kaise hai aap? kya chal raha hai? garmi kaisi hai wahan ki ? :halo:

Welcome Jiya :wave:

Mein Ne What Kiya Hai :bailan:

oh ab humhein kia pata ta ke aap Karachi me he..Sorry :frowning: hmm pher aap ko zaroor nazaar laghi ho gi..hehe :nahnah:

Thanks Rahil jee..lekin aghar aap ka khoon hum le lay gay to hum bhi to pher aap ki tarha …Ahem ahem

Job par bhi jana zaroorhi he…zyada chutiya ki to humhein boss kaam se nikhal de gay..pher hum kia karhein gay:(

pata nahi magar sab kuch pata hia :stuck_out_tongue:

ALLAH AHFIZ

Me Going Logo`n :wave:

Me Ki Tabiyat Kharab Hoying :frowning:

U Logo`n Se Baad Mein Talk Karinga :k:

God Hafiz :hug:

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
may sab say naraz honnnnn
[/QUOTE]

Naraaz kion he...mujh seh bhi...:(

Is Ka Reply Udhaar Raha :k:

Mein Ne Note Kar Liya Hai, Safah Number Sola So Chontees :smiley:

Theek he..aap ja kar khoob araam kijye..aur jab tak sehi tarha theek na ho jahein GS par anhein hi kohi zaroorat nahin ok:smash:

Allah hafiz and take care:wave:

main bilkul theekh hoon aap pata nahi kahan gayeb hain aajkal :snooty:

aur garmi:mad2:kaa tu mat pochain its 32 temp right now :mad3:

he he is ki zaroorat nahin he…its ok!

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Naraaz kion he...mujh seh bhi...:(
[/QUOTE]
pata nahi

bass
ja raha hon pata nahi kab baat ho phir
TC ALLAh ap ko theek kar deen ammen AH

WELL WELL WELL HALL0 :smiley:
how r u ?and tumhari girlfriendsssssssssss kaise hain ???:stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
pata nahi

bass
ja raha hon pata nahi kab baat ho phir
TC ALLAh ap ko theek kar deen ammen AH
[/QUOTE]

kia howa...aap batahein to sehi...aap naraaz kion he..:(

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Haan haan aap bhi yehi kehe gay...esha kuch bhi nahin he..sab ne eshi hi itni bardhi baat bana li...

Ohhhhhhhh itni bardhi baat aap ne humhein nahin batahi..yeh to aap ko sab seh pehle humhein batana chahiye ta.. Congratsssssssss !! pher to humhein is new camera se jaldi jaldi achi achi pics post karni he..ok!!
[/QUOTE]

well itni badhi baat hai hi...woh to achcha hua aap office mein the us waqt..Allah na kare kahin aisi waisi jagah hote to ?

hehehe jee abhi tak aaya nahi hai na...order kiya hai abhi...inshaAllah 3-4 days mein aa jayega...

:wave:

:wave:

main kahi nahi gayab hoon…mein to yahi hoon…

aap ji gayab rehte hai ek message kar ke :snooty:

achch yahan to summer ka naam bhi nahi :frowning: it is 16-17 today :frowning:

Haan yeh to hum ne socha hi nahin…kher ab hum apna khayaal rakheiN gay…btw thanks:)

Oh acha abhi order kia he…pher to bas a hi raha he..thats good..:k:

:wave: