mum is fine shine ![]()
unke paas 2 hi topics hote hai alwayssssssssss
- ke mein ab wapas india aa jaao…bahot hoi gaya yahan
- shaadi :halo:
mum is fine shine ![]()
unke paas 2 hi topics hote hai alwayssssssssss
]
hehe…haan naa ![]()
pata nahi…
aur aap aunty jee ki no.2 baat forun se pehle maan lein
![]()
BRB…
:halo:
haan but abhi nahi…thode dino baad ![]()
chalo mein chala…have to go to gym…shaam ko baat hogi inshaAllah
take care
Allah Haafiz
suchii mein? ![]()
Maheeeenu ![]()
muchi mein ![]()
chalo mein jaa raha ab
thodi der baad baat hogie ![]()
Allah Haafiz ![]()
awwwwwwww ![]()
okzz jee.. TC ..AH ![]()
back ![]()
Maheeeeeeenu :o
![]()
kaisi ho be-wafa? ![]()
itne dinn se tum se sahi tarah baat nahi hui ![]()
![]()
bilkul fine shine hon
tum sunaoo
aray haan.. card mil gaya tumhare
![]()
mei bhi theek
and bored :o
mil gaya
aik letter bhi tha beech mei :love:
aur saath mei hi gift bhi tha magar wo separate package mei rakha tha postoffice waale ne…tu wo bhi aaj kal mei mil jaaye gaa ![]()
waise pasand aya? ![]()
maae bhee bore ho rahi hoon ![]()
haan na.. thankss yaara
letter parha.. itna chota sa likha howa tha.. kanjoos:bailan:
ahaan… Baba shayad thursday ko jjayien post office.. ![]()
mujh se zyada nahi ho rahi ho gii ![]()
your welcome
kuch samajh nahi aa rahi thi ke kiya likhoon..uss dinn tum se GS pe kaafi baat hui thi naa ![]()
hehe…zaroor bhejna uncle ko ![]()
ho rahi hoon baba.. ![]()
hmm.. kis din hoee thee baat.. boht purana letter lagta hai ![]()
lol.. sure…![]()
aur subh kitne bajay hoee tumharii?:o
yar sachi main mere pass nahin hain yakeen manon main to janta bhi nahin kon lay gaya inhen main khud new new hon aj hi join kiya hai ;)
mujh se zyada nahi :o
28th june ko likha tha ![]()
subah 7 bajje uth gayi thi
phir so gayii aroung 8.45 and 10.45 uth gayii ![]()
![]()
barii jaldii post kia hai na ![]()
hmm.. tu sootii raha keroo.. shaam ko utha keroo bore nahi ho gii;)