ohhh achcha…meine kaha tha na ki uth te hi seedhe GS par aa jaana ![]()
aur intro mein bas itna hi kehna hai ki hum Daaghabaaz hai ![]()
ohhh achcha…meine kaha tha na ki uth te hi seedhe GS par aa jaana ![]()
aur intro mein bas itna hi kehna hai ki hum Daaghabaaz hai ![]()
mai theakh thaakh… mehman challai gai? :halo:
bhai betha hua tha na comp pe..abhi bhi itni mushkil se uthaya uss ko ![]()
ohh achaa achaa…waise aap ko ‘Lion King’ kaafi pasand ayi thi kiya? ![]()
aaj tu koi guests nahi aye…bas kal shaam ko aye the…
oh okie okie
ab mat uthna raat tak ![]()
haan it is one of my all time fav movies
aur ayman ki billi hai na toffy…woh ayman ki beti hai…so mein toffy ka mamoo hua na
and i like Simba…so Simba Mamoo ![]()
ahm ahm ahm ahm
phir se chai and samosa wala scene tha??? :halo:
aur kya kya poocha tumhse?
wo tu abhi se time ka hisaab rakh raha hai ke tumhe itni der ho gayi hai…apni baar be-shak 4 hourz betha rahe ![]()
mine too :D..its such a cute movie..
ye aymooo bhi naa ![]()
it feels weird…apne puraane waale user name se online hoan plz…
koi haal nahi daghooo bhaiyya
guests sirf aik kaam hi ke liye nahi aate jaate
aur unn ke sons tu 12 and 6 hain…![]()
:halo: lo ab khush?
hehehehe…keh do ki tumhari watch kharaab hai jab tumhara mood karega tabhi tum uthna…and tum barhi ho unse
kuch raub jamao…agar tumse nahi jamta to mujhe kaho…mein theek karta hoon
hehheeh yeah very cute movie…we have DVD of it ![]()
aur kya ab toi waise wale hi guests aayege ![]()
aur woh uncle to door ki soch rahe na…abhi se dekh rahe tumhe…jab woh badhe ho jayege to shaadi karege ![]()
haan ab theek hai ![]()
meri kon suntaa hai
aap karein theek usse ![]()
wo online nahi ayi? ![]()
![]()
hmmm chalo theek karta hoon dono ko ![]()
woh kaun? ![]()
koi nahi jee
am still a bachi :Pretty:
koi haal nahi
wo barra ho gaa tu mei buddi ho jaoon gii ![]()
jee jee…zaroor karein ![]()
aap ko pata hai mei kis ka pooch rahi hoon
Yahoo pe bhi nahi hai? ![]()
![]()
tumhari and uski mental age to same hi hai na … i mean the 6 years old wale ki ![]()
![]()
nahi na kahi bhi nahi hai
tumko pata hona chahaiye ki woh kahah hai ![]()
koi nahi jee ![]()
![]()
![]()
kyoun mujh ko kyoun pata hona chahiye
sachi muhabbat wo mujh se karti hai, mei uss se nahi
:Pretty: ![]()
<–yeh wali smiley na use kiya karo…mere aankhon mein bhi aansoon aa jaate hai ![]()
haan haan kyon nahi ![]()
aur kya chal raha hai ? shaam ka kya plan hai?