yeh ek lambiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii kahani hai kisi din fursat mein bayaan karege hum
eek … miyan naak bhi saaf kur le sleeves sai… aankh bacha kur… ![]()
do u think so k nick k leay soocha be gaya ho gha ![]()
nahi tu na sahi, mein kaun sa dey rahi thi ![]()
woh to karte hai hai
full sleeves ki shirts kya aise hi khareedte hai kya ![]()
mujhe pata hai aap kehne ko keh rahi hai but agar haan kehta to de hi dete ![]()
kinni lambi haigi aye???
na aap ko fursat hai, na hum ko..tu chalo abhi hi bata do sun leytey hain ![]()
hmmm good idea… looking at half sleeve shirt and then…![]()
nahi phir kabhi sahi ![]()
haan to aap bataye kaha the poore din
pooch kar hi dum lege
exactly… kia kiya poura din… aor high kion hu..
… Smirnoff Ice ..??? ![]()
like Paglee said..abhi nahi tu kabhi nahi ![]()
abhi tuk waheen atke howey hain ![]()
apun zara kisse se milnay gaye thi
per ammi bhi saath theen ![]()
ohhhhhhhhhhhh
badhaiyaaaaaaaaaaa
mithaiyaaaaaaaaaaaa
band baajeeeeeeeeee
:bhangra:
Lahngaaaaa
Ghararaaa
Mehndiiiii
Mehngaaa.
Sehraaaaa
Bicharaaaaaaa
![]()
mein KK nahi Rabia hoon ALlah ka shukar..yeh Smirnoff virnoff nahi leyti ![]()
aur kyun bataoun k mein ne sara din mein kia kia kiya tha ![]()
patta sabh hai laikin…![]()
PS: mai bhi naheen laitaa… ![]()
hain
aap dono ko kia howa hai ![]()
acha khaase beithey beithey dauda pada hai kia ![]()
well we are guessing ki kya hua hoga aaj aapke saath ![]()
shaadi pakki
mubaraka :bhangra:
kia pata hai ![]()
pagleee jeee ???? kaha gaye ????
tu phir… how did it go?.. ![]()