![]()
hawwwww… daagho uncle kis ki yaad mien need haram ker lee hai ap ne:smack:
![]()
hawwwww… daagho uncle kis ki yaad mien need haram ker lee hai ap ne:smack:
dekhaa ghaib ho gae abb wo
poochna zara … mujhai tu kuch batatai he naheen ![]()
batayien na warna naraz ho jaou gii:bailan:
lagta hai sharma gaye hein:hehe:
ap zabardastii ugalwa liya kerien na:smack:
unko naheen aate sharam … Allah aisa Bhaiyaa kissi ko na dai :halo:
kaisai uglwaon.. kuch bolta houn te kehte hain ** " Chupp oye" ** ![]()
haw ![]()
kissi din baaton baaton mein achanuk poch lena na
ya phir jadoo k zareeye pata laga lien:samck2:
![]()
naheen patta chalta.. pooch chukaa kafe dafa
aor Jadoo kai zaryai kaise??? Shoki brothers ko na case dai dain ![]()
kuch kerien na.. kaise dost hein itnii sii baat bhee pata nahi kerwa sakay ![]()
lol..shoki brothers kia kerien ge:bummer:
chalo aaj raat phir try karoon ga…
…
aor sunnao kia hoing?
zaroor kerna.. ![]()
aur bus song sunn rahi hoon
*Dil haaray
pukarayy tujhe
mann ja rey.. mana le mujhee
sun pyaare .. lagalay galay
ye konsa song hai .. ![]()
aaj takk tu naheen suna!! kis ka hai? ![]()
han nahe sunna ![]()
mai songs kam kam sunta na ![]()
… :rotato:
jee jee 900 songs tu mere PC mein hai na ![]()
900 naheen more then 6000 :nahnah:
:halo:
kya baat ho rahi hai mere baare mein :o
aur kya chal raha hai ?
mujhe kisne kitna miss kiya?
![]()
aao Daaghabaz :p
:halo:
ab neend types ki cheez aa rahi hai :halo:
waise to mein 4:30 hi nikal loonga aaj ![]()