![]()
![]()
![]()
jaao.. maaf karo… TooTay naheeN haiN … ![]()
![]()
kya nahi hayn:confused:
Assalaam alaikum and good Morning ![]()
![]()
TooTay huwe paisse… :halo:
sub’h se naach rahe haiN… mai ne socha kuch de dila hi dooN ![]()
Walaikam Assalam & Good Afternoon… ![]()
kaissi haiN aap?.. ![]()
Aap ko bhi BS se ye virus transfer ho gaya hai … ![]()
haan na.. bhai ka aser behn per ho jata hai ![]()
uss bechaaray ki kamar mai tau moch aa gai hogi… ab IODEX lagaata phir raha hoga… ![]()
Aap zara khyaal rakhna :nono:
bechara mera bhaii ![]()
oye BS ab sahi ho gaya durd ![]()
waisay ap subh hee subh kia ker rahay hein ![]()
Me bilkul theek ho…Aap kese he ? aur humhari Bhabhi woh kesi he ?
sub’h sub’h… ![]()
ye sub’h ka waqt hai?.. :halo:
![]()
haan na.. yahan 11 baj rahay hain abhi .. subh hoee na ![]()
mai bhi theek thaak hooN … aur aap ki bhaabhi bhi khairiyat se haiN ![]()
11 bajay sub’h hoti hai… ?.. ![]()
Ya Allah… aissi sub’h hamaiN bhi naseeb kar … Ameen :halo:
aaj merii subh 9:15 per ho gayee ![]()
aap office mein ho abhi?:halo:
![]()
![]()