haan na becharii:hehe: mujhe tars aa raha hai us per:D
lekin wo song ne tu mujhe pagal ker diya hai ..:love: ![]()
haan na becharii:hehe: mujhe tars aa raha hai us per:D
lekin wo song ne tu mujhe pagal ker diya hai ..:love: ![]()
koi nahi jee
mei tu innocent se bachii hoon :Pretty:
haan sungha do
ya chai mei neend ki tablet mix kar do ![]()
konsaa song???
hahaha…chalo aaj usko intezaar karne do:D
hehehe tumhe kaunsa zyada achcha laga? first ya second?
haan haan karti hoon
…bas aap thread aur pm naa bhoolna ![]()
aur haan…zara ARY Digital lagayein…bari piyari larki ayi hui hai
![]()
audio mein suno
‘Close to my heart…’ :halo:
yea yea pata hai kitnii innocent ho aur kitnii bachii ho :halo:
chay koun banaye ga ab??
mujhse kaam nahi hotay:snooty:
abhi gala daba rahi the mera…churaiil:devil:
![]()
2nd wala :love: us ka music kitna soft hai aur lyrics bhee:love: waisay 1st wala bhee zabar10 hai :biggthumb
haan ab to yaad se kar doonga PM and thread bhi open kar doonga
with flowers and all
mein office mein hoon na ![]()
batao to sahi kaisi kaisi hai? :love:
hahahahaha…usko kaho ki doosra wala PC use kare ![]()
ohhh achcha…
moujoun ki ravaani hai ![]()
dosra wala bhai use kerta hai 24 hrs:smack:
yup:love: ap ko kounsa pasand hai ziada??:halo:?
hoon naa…100% ![]()
tauba
kiya banne gaa tumhara larkii ![]()
salazm
oh achcha…woh bhi to GS par registered nahi kahi :halo:
mera fav is
*yaad kiya dil ne kahan ho tum…
jhoomti bahar hai kahan ho tum *
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
salazm
[/QUOTE]
w'salamzzzzzzzzzzzz :D
kaise mizaj?
yaad kiya dil ne kaha ho tum
jhoomti bahaar hai kaha ho tum
pyar se pukaar lo jahaa’n ho tum :love:
Zabardast song daghooo bhaiyya :k:
nahi ho ![]()
mera.. kuch nahi ban sakta
![]()
aray nahii
wo kehta hai farigh ho tum jo GS kertii rehtii ho ![]()
ahem.. mae tu yaaheen hoon daagho uncle :Pretty: maheen bhee yahii hai.. ab kis ki yaad aa rahii hai? :halo: ![]()
thank u thank u ![]()
bas ab woh dhoond do jiske liye mein yeh song gaata rahoon ![]()
matlabi jahan, meherbaan ho tum…
pyaar se pukaar lo jahan ho tum…
kaha tu ke bohat pyaari hai ![]()
haan bas bhooolna matt
aur kaam kaise chal raha hai???