Where are you ...

Hearty kai kaan mai boling aaj kurta houn baat

:hug: :hug:

:hehe:

challo kuch hansi tu aaye :slight_smile:
aor sunnao kia hu rha hai?? kaisa rha weekend?

lagta hai… dono hi behray haiN… :silly:

issi liye tau kaan mai bolna paR raha hai … :rolleyes:

PS: :wave:

^ :hehe: khair mera tu umer ka takaza hai…

kia haal hain janab? :wave: :salam:

[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
challo kuch hansi tu aaye :)
aor sunnao kia hu rha hai?? kaisa rha weekend?
[/QUOTE]

:p

kuch nhai ho raha.. bairay se phone per baat ho rahii hai

aap sunaoo.. kul kahan thay :-|

:halo: umer ka taQazza hai N^R bhai :stuck_out_tongue:

PS :wave: how r you?

oh acha .. :slight_smile: challo achii baat hai… phir ja rahe hu na Sunday ko wahan?

mai yaheen tha :sleep2:

aap ne Umer se kuch qarz liye tha jo woh ab maang raha hai :silly:

:wsalam:..mai theek thaak… aap kaisse haiN?.. :expressionless:

phir Umer:smack:

em fit … fine… bhala … changa… theek… thaak… :smiley:

aap sunayaiN… kya haal chaal haiN… :smiley:

han na.. qarz laina hai na kabhi wapis na karnai kai lia :hehe:

mai bhi theakh thaakh Allah ka Shukar hai.. bas Daagh ka intezar hu rha hai kai jagg jain tu hum jain Asian Festival main :smiley:

zahir hai jana tu paray ga :halo:

:stuck_out_tongue:

yahan kahan.. suna hai kul sara din sootay rahay :smash: koii haal nahi hai ap logo ka:smack2:

:stuck_out_tongue:
aur nahi tu kia :halo:

wow.. ye hoee na baat

mae bhee fit fine shine.. tine.. changa.. manga hoon :clown:

kia ho raha hai subah subah? :o

hmm… aap bahut hi kaamyaab politician ban sakte haiN :hehe:

but only in Pakistan Politics… :halo:

Asian Festival …?.. :expressionless:

mai ne bhi jaana hai :crying:

changa maanga tau Lahore mai hai … naheeN? :halo:

office mai hooN… aur ye sub’h sub’h naheeN hai… afternoon hai :rolleyes:

:hehe: han souch rha houn kai ye dhanda bhi shuru kur doun :smiley:
han aaj london mai hai na waheen jana hai :halo:
aray yar tum tu roz dekhtai hu pakistan main ahmm ahmm ahmm :halo: hum bicharai yahan pur desi shaklain :halo: daikhnai ku tarsai baithai houtai hain :wink:

aray haan.. mujhe tu khiyaal hee nahi ayaa :halo:

aik hee baat hai.. subh ho ya afternoon ,.. koi khas farQ thorii na hia :halo:

kahan gaye sub:konfused:

brb .. camera ke battries charge he naheen kein mai nai raat bhar :smack:

kerna zaroorii hai kia :clown: