[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
salamz
[/QUOTE]
w'salam Hammad
uth gaye? ya soye hi nahi :p
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
salamz
[/QUOTE]
w'salam Hammad
uth gaye? ya soye hi nahi :p
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
w'salam Hammad
uth gaye? ya soye hi nahi :p
[/QUOTE]
yaar abhi dost ke shade say aya hoon
TC AH
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
yaar abhi dost ke shade say aya hoon
TC AH
[/QUOTE]
oh okie okie...
chalo talk to ya laters
Allah Haafiz
You are not blocked :o
I was on both ![]()
jee nahi you were not…:halo:
abhi aaye ho msn par
… :rotato:
Aap nay itni raat gaye kia kha leeya jo chakra gaye ![]()
ye daagh bhai kider ghayab hogaye?![]()
khaya naheen… kuch purdh lia .. ![]()
hmm patta nheen!! Yahoo pur tu idle hai status.. waise shaid abb aa gia hai wapis ![]()
Daagh bhai kay wahan raat kay 1:17 ho rahay, yaqeenan so gaye hon gay, KK Bhai bhi yahan baithay gol gol ghoom rahay thay. :)
wo itnai jalde naheen souta …
waise tabyat kaise hai aap ke?
Acha hum tu insaan samjhay thay unko, woh shayed Danishmand hain. Hum bilkul theek hain Alhamdo Lillah. Thanks ![]()
tu kia hum Danishmand Insaannaheen ![]()
challo achii baat hai… khao piyoo abb aish karo
pur no junk food :nono:
Ufff, Raat aur danishmand, kuch aay zehan shareef main, isi hawalay say kaha tha, woh raat ko jaag tay hain na.
I dont eat junk foods at all, sirf soda hee hota tha, aur bas. ![]()
phir tu main unsai barda Danishmand huwa na .. ![]()
hmm … tu soda mai kia millatai thai ![]()
awww acha ![]()
how u doodling? go to bed at the right time?![]()
kuch bhi nahee
me acha bacha ![]()
abb naheen ja saktaa na :halo: neend he naheen aa rahe abb ![]()
singing Aaja abb tu aaja ![]()
ok chaloon ab... tata bye bye