Where are you ...

:stuck_out_tongue: main bhi mazaq nahen kur rha :stuck_out_tongue:

tu aatii kion nahii ho :halo:…

next year some time :smack:
aor sunnao kia hu rha hai?

arey bhai, shaadi ki shopping, ghar ka kam :crying:

ok :smiley:
shadi ki tayyarion main masroof :bhangra:

koi hai?

[QUOTE]
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
koi hai?

[/QUOTE]

jeeeee :D

:eek: kahaan hoo nancy!..itne dinon baad online aaye ho

jee, pakistan ai hoin hoon, aur aapko pata hai jo yahan ajaiy wo net ko bhul jata hai :jhanda:

salamz

Hammaduu :wsalam:

Baira.. kamo uncle.. nancyy..:wave: koii hai:-|

aor kia kar rhaye ho HH

Ye Qanaat hai ataaat hai k chaahat Faraz
Hum tu raazii hain wo jis haal mein jaisa rakhien

:hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
aor kia kar rhaye ho HH
[/QUOTE]

kuch nahi.. abhi abhi dinner kia hai..

tussi sunaoo.. kia chal raha hai/

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

kuch nahi.. abhi abhi dinner kia hai..

tussi sunaoo.. kia chal raha hai/
[/QUOTE]
abhi may coaching say aya hoon cost accounting ke class thee aor phir income and expenditure ka ek ? try kia but siir bhi darad karraha tha aor mood bhi nahi ho raha tha study ka to idder agay aadye paer ::D
bass aor kuch soouuch raha hoon

hunsnay ki kiaa baat hai is mein :hoonh:

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
abhi may coaching say aya hoon cost accounting ke class thee aor phir income and expenditure ka ek ? try kia but siir bhi darad karraha tha aor mood bhi nahi ho raha tha study ka to idder agay aadye paer ::D
bass aor kuch soouuch raha hoon
[/QUOTE]

hmmm .. roz hee tu tapkay hoay hotay ho yahan.. kabhi parh bhee liya kero:p

kia socha ja raha hai.. ahem ahem :-|

bass ab hasson bhi nahi kia

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

hmmm .. roz hee tu tapkay hoay hotay ho yahan.. kabhi parh bhee liya kero:p

kia socha ja raha hai.. ahem ahem :-|
[/QUOTE]
kuch nahi ek entry kay
baarye may souch rahah on
aor abhi register haath he may hai aoor basss

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
kuch nahi ek entry kay
baarye may souch rahah on
aor abhi register haath he may hai aoor basss
[/QUOTE]

hmm.. koii gana shana suna?:p