*Originally posted by Daagh: *
am fine shine…Allah ka shukar hai
tum sunao kya chal raha hai? anything interesting?
kuch nahi chal raha…am so bored itne din hoo gaye hain iffy se ladae bhi nae hoi aur oopar se amma aur aunty jab bhi uss ki awaaz sunti hain phone pe ya net pe..foran roona shoro hoo jati hain ab mujhe roona to nahi aata lekin bas mood aik dam se kharab hoo jaata hai…mujhe phir aunty ammi ko chu karwaana padta hai aur oopar se iffy ko bhi samjhaana padta hai k woh udaas na hoo
khair nothin intresting…same old life
haan shukar hai phew lekin mujhe abhi dekhna hooga aik do din k kuch gadbad na hoo jaye…waise agar kuch hoo gaya to phir pata nahi kya karoongi
khair bout weekends…hamare saare weekend aik se hi hoote hain…fikar not
K_Khan
June 30, 2004, 1:40pm
44383
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
haan shukar hai phew lekin mujhe abhi dekhna hooga aik do din k kuch gadbad na hoo jaye…waise agar kuch hoo gaya to phir pata nahi kya karoongi
khair bout weekends…hamare saare weekend aik se hi hoote hain…fikar not
han verna format kur daina … a or phir reconfigure..
wah sarai weekend kaisai houtai hain?
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
shukr hai aaj last din thaa skool ka…waise main to nae gayi lekin chalo ab jaana bhi nahi padega : D
aur kya kar rahi hoon aaj kal…asal mein mera “kal” , “aaj” se bahut different hooga…kyunke main ne amma se promise kiya thaa k main thursday se padhna start kar doongi…kyunke kaafi dinon se bag khoolne ki tak zehmat nae ki : D
khair wat bout you?..yeh main har rooz padh rahi hooti hoon…sab poochte hain tumse kab move karna hai?..yeh maamla kya hai bhae?
hmmm…yaani chuttiyaan shuru yaar abhi se parrne beth jao gii abhi tu kaabi weeks hain naa holidayz ke…
koi mamla nahi yaar bus wo nana log ghar move kar rahe hain…at the moment they live 2 doors away from where we live…tu ham (me & mum) hi unn ki help kar rahe hain packing shacking mei..
K_Khan
June 30, 2004, 1:44pm
44386
yanii kuch bhi nahen kurtein!!! HH aor SKN ko bulla lia karo !! waise bhii HH tu sar week he kuch nahi kurte :halo:
Daagh
June 30, 2004, 1:45pm
44387
*Originally posted by Spiffy Babbler: *
kuch nahi chal raha…am so bored itne din hoo gaye hain iffy se ladae bhi nae hoi aur oopar se amma aur aunty jab bhi uss ki awaaz sunti hain phone pe ya net pe..foran roona shoro hoo jati hain ab mujhe roona to nahi aata lekin bas mood aik dam se kharab hoo jaata hai…mujhe phir aunty ammi ko chu karwaana padta hai aur oopar se iffy ko bhi samjhaana padta hai k woh udaas na hoo
khair nothin intresting…same old life
oh achcha
when is he coming back? and waise bhi tum to jaa hi rahe ho na so mil lena wahi par
aur hows SKN? woh online kyon nahi aati :o
haan naa…chote mamoo tu kuch nahi karte barre mamoo karte hain…magar set tu nahi kar sakte naa wo ghar ko…
*Originally posted by Daagh: *
am fine shine Alhamdolillah
haan lunch ho gaya and no pizza for a change
ghar se kal raat ke daal-chawal and lemon ka achaar laaya tha
akele akele hazam ho gaya? :o..waise kal raat ko ami ne bhi daal banayi thi..aur mei ne parathe
so do you want to wait for the best then?
K_Khan
June 30, 2004, 1:50pm
44390
Daagh
June 30, 2004, 1:51pm
44391
*Originally posted by Maheen2002: *
:yummy : akele akele hazam ho gaya? : o..waise kal raat ko ami ne bhi daal banayi thi..aur mei ne parathe :yummy :
so do you want to wait for the best then?
achcha tumhe bhi parathe banane ka shaukh chara hai :halo:
nahi poore khatam nahi hue daal-chawal abhi baaki hai to aa jao yahan saath khatam karege
ahm ahm :halo:
khala kal mazak kar rahi theen mammo se ke aani tu hai kaam karne waali dec mei…wo khud kar le gii saara and mamoo was getting so angry
parathe banane easier hain rotiyaan banane se…tu jab bhi mujhe bana parre…tu ya chawal ya parathe :o
mei daal khayi thi raat ko…abhi mango khaa rahi hoon
ahem ahm kiya???
ye Be-wafa kidher hai aaj??? :o
Daagh
June 30, 2004, 1:59pm
44395
*Originally posted by Maheen2002: *
parathe banane easier hain rotiyaan banane se…tu jab bhi mujhe bana parre…tu ya chawal ya parathe : o
mei daal khayi thi raat ko…abhi mango khaa rahi hoon :yummy :
ahem ahm kiya??? :konfused :
hama yeh to hai …ban jaldi jaate hai…last time i made parathe was when you were coming to our house :halo:
oh wah mangoes meine to is season mein khaaye hi nahi
ahm ahm kya? :halo: oh haan tumne poocha nahi us din ki tumhe kaun yaad kar raha tha
K_Khan
June 30, 2004, 2:00pm
44396
khair matlab tu mera bhi wo he thaa.. waise kia dates hain? final hu gia na sara?
*Originally posted by Daagh: *
hama yeh to hai …ban jaldi jaate hai…last time i made parathe was when you were coming to our house :h alo:
oh wah mangoes : ( meine to is season mein khaaye hi nahi :bum mer:
ahm ahm kya? :hal o: oh haan tumne poocha nahi us din ki tumhe kaun yaad kar raha tha : D
koi haal nahi…mei tu serious bhi nahi thi..mazaak kar rahi thi..aur aapne 25 parathe bana liye
kyoun…mei tu khoob khaa rahi hoon
mujhe sab yaad karte rehte hain…iss mei poochne waali kiya baat hai :o
…dekho…kar tu rahe hain nana abu aaj kal final…end of Dec ho gii shadi…
Daagh
June 30, 2004, 2:04pm
44399
*Originally posted by Maheen2002: *
koi haal nahi…mei tu serious bhi nahi thi..mazaak kar rahi thi..aur aapne 25 parathe :eek : bana liye :smack :
kyoun…mei tu khoob khaa rahi hoon : D
mujhe sab yaad karte rehte hain…iss mei poochne waali kiya baat hai : o
lo meri to tumse baat hi nahi hui thi…jinse hui thi unhone itna convincingly bataya tha ki mein samjha aa hi rahe ho :halo: woh to har baat maan jaate hai
chalo 2-4 idhar bhi bhej do…next day delivery se
nahi na…sab to yaad karte hi hai…agreed but yeh kuch zyada hi karte hai poocho na please…mujhe bataane ka mann kar raha
*Originally posted by Maheen2002: *
hmmm…yaani chuttiyaan shuru yaar abhi se parrne beth jao gii abhi tu kaabi weeks hain naa holidayz ke…
koi mamla nahi yaar bus wo nana log ghar move kar rahe hain…at the moment they live 2 doors away from where we live…tu ham (me & mum) hi unn ki help kar rahe hain packing shacking mei..
haan na chuttiyan shoro! but yaar iss dafa course kaafi mushkil sa hai iss wajah se bad inn holidays mein khatam karna hai…
ahaan…to yehi baat hooti rehti hai…ab samajh mein aaya