daal chawal
..my fav…jab aap se baat ho rahi hoti hai tub hi bhook lag jaati hai
pata nahi klyoun…prob coz time par nahi khati naa…
kis ne pakaya khana?
P.S: KK ka khana kaisa hota hai,peit tu kharaab nahi hota ![]()
daal chawal
..my fav…jab aap se baat ho rahi hoti hai tub hi bhook lag jaati hai
pata nahi klyoun…prob coz time par nahi khati naa…
kis ne pakaya khana?
P.S: KK ka khana kaisa hota hai,peit tu kharaab nahi hota ![]()
daal chawal to mere bhi fav hai
light and simple and easy to make
well aaj to poora khana mere housemate ne banaya…you know aparna shes GS member as well…she made it all
mein to bas TV dekha
KK makes nihari
mein to ek poora bowl bhar kar alagh se rakha next day khaane ke liye ![]()
kion boula bhai… aisa kia kiya mai nai… ![]()
PS: khana
![]()
Arey vo toh abhi coming weekend par hai.Ye toh party thi for us girls.Vo shaadi ho ghi na.So will it be purple or blue.?![]()
kaha gaye saare ???? ek saath aate hai and ek saath gayab ho jaate hai :(
![]()
ohhhhhhhhh mein socha woh b’day party thi
purple any day ![]()
bujhe bhi KK ki nihari khani hai ![]()
yeah i think her ID is aparna-dogra…u r lucky…koi pakaye aur aap khao ![]()
[QUOTE]
purple any day
[/QUOTE]
lagtha hai it will be purple.:)
Wase mera gift kahan hai.:p
next guppy meet par khaa lena…really very tasty…pakora and me were stunned by the taste
KK ke nihari ya KK kai haath ke nihari…![]()
PS: yahan tu khud he pakana purdta hai.. ![]()
galti ho gaye…maaf kar do ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Muslim_Queen: *
lagtha hai it will be purple.:)
Wase mera gift kahan hai.:p
[/QUOTE]
oopppppsssssss :( kal 100% pakka
aap hi ko ek post karne wala tha…
baar baar gayab ho jaate ho aap
Kamran kabhi mujhe bhi salaam walaam keh diya karo.![]()
well yeah we are lucky ![]()
she really cooks ![]()
@ KK ki nihari :D…mujhe kamran ke haath ki nihari khani hai ![]()
achii baat hai naa…beewii ko araam rahe gaa ![]()
Ooops… Ghalte hu gae…![]()
Assalam-o-Alaikum-Wa-rehmat-ullah-e-wabarkatuhu…
PS: Blue dress… :love: blue
![]()
yaar me goin Pakistan tomorrow to please kuch flooding kartay hayn!![]()
and me lucky too…my mum cooks ![]()