Daagho uncle:hug:
ki haal ai?![]()
Daagho uncle:hug:
ki haal ai?![]()
hello shello bachii ![]()
am fine shine…Allah ka shukar hai
tum kaisi ho? kab uthe? kya kiya?
… acha acha … chalo shuroo kar dau phir se whistling :halo:
PS: mai fit & fine hooN… aap sunao ![]()
aalay aalay aalay choTi si behna ko pyaar se pichkaaring ![]()
khafa not hoiing… .:nono:
and y last day in office?.. ![]()
resign kar diya hai yaaaa… ![]()
N^R bro
kya haal chaal?
anything interesting?
Aao Aao Thakur… kaisse ho aap?.. ![]()
idhar bhi -----> ![]()
am fine shine…Allah ka shukar hai
aur Friday morning here
and it is bright and sunny ![]()
yahaaN bhi Friday hai ![]()
lekin yahaaN par kuch zyaada hi bright aur sunny hai :halo:
![]()
Assalaam alaikum and Good morning..![]()
W’salamzzzzzzzzz and a very good morning to you too ![]()
hows your day coming along?
yahan to kaafi achcha hai ![]()
Walaikam Assalam and Good Afternoon ![]()
yeah aapke wahan Friday hai but Friday morning to nahi hai na ![]()
![]()
hehehe nahi yahan perfect bright and perfect sunny hai
Thanks..![]()
hmm..abhi tak to acha hi ja raha he..bas subha se barish ho rahi he..
aik do din ho to theek he…lekin yahan to aik hafta go gaya he…![]()
oh yeah roz roz baarish is very boring…yahan to bright and
hai ![]()
chalo aap aa rahe ho na UK to weather achcha hi milega inshaAllah aapko ![]()
Oh haan jee Good Afternoon…![]()
Kese he aap?
tau aapke haaN bhi tau afternoon naheeN hai na… ![]()
mazay karo… yahaaN tau sakht qissam ki garmi … ufff ![]()
![]()
![]()
tum aa jao yahan ![]()
mai acha hooN… Allah ka karam hai … ![]()
aapki taraf ka kya haal hai ?.. ![]()
![]()
koi mujhe UK DHL karwa dey… ![]()
Bas theek hi hein..
Barish ki waja eh mood kharaab ho gaya…kitna kuch socha tha weekend me karne ko ..lekin ab kuch bhi nahin ho sakhta..
Hafte seh ziada ho gaya he barish khatam hone ka naam hi nahin le rehi…Yeh kesi summer he…![]()