Where are you ...

Aap to bohot khush he apni new place par..:slight_smile: achi baat he..is tarha shayaad aap ka kaam karne ko dil bhi karhein..:nahnah:

Chalhe kohi baat nahin..jab India jahein gay tab try kar lijye ga..:slight_smile:

w’salamzzzzz Rahil

and bahot bahot mubarak ho yaar :hug:

:hehe: haan na choti choti khushiyaan :smiley:

jee zaroor try karoonga…

aur aaj shaam ka kuch plan? ya bas jaate hi sone ka mood hai?

Ufff ho..:smack: zaroorhi to nahin he na keh hum sehi hi keh rehe ho..Shayaad aap ko us tarha acha laghein..Apni apni pasand hoti he..Try kar le..yeh na ho ke baad me kehe ke yeh Nayab ki ghalti he..ushi ne mujhe mana kiya ta..:bummer:

Me Ko Where Welcome Karing :konfused:

Ab Ye To Masla Ho Gaya Na, Aap Ko BQ Acha Lagta Hai Jo Mujhey Acha Nahi Lagta, Or Mujhey BeWaQooF Acha Lagta Hai Jo Aap Ko Acha Nahi Lagta, Hmmmmmm To Phir Kiya Kiya Jaye :confused:

Yeah :aaha:

Aap Meray Nick Ki Jagah Mera Naam Likh Liya Karein :slight_smile:

:hehe:

Oh aap ko kese pata..:eek: lol

:hehe: han tu ye kurta houn na kai dunu jagah se print kurwa laita houn … kuch online kuch in store :wink:

BRB mai zara coffe bana kur aata houn :hehe:

Aray Jani Mithai Chor U Ko To Mein Peshawar Ki Asli Naswaar Khilaonga :hehe:

Bas Baqi 2 Subjects Ka Result Aa Janay Do, I Hope K Un 2 Subjects K Result K Baad Meri Total % 75 Ho Jayegi :slight_smile:

Insha Allah … by the way its for 75% not for Niswar :expressionless:
bakke result kab aa rha hai?? Final hai na?

Thanx Ustaad Jaldi Reply Karnay Ka :halo:

Oh Ustaada Once Again Thanx :hug:

After All U Ka Shagird Hon, U Ki Naak How Katwa Deta :smiley:

Uff ho ab humhein kia pata aap ka naam kia he..:smack:

:hehe: arey yaar busy tha na…and kal jaldi reply kar diya tab bhi tum be keh diya :halo:

haan achcha hua naak bacha li meri :halo:

Haan yeh theek he…Pher humhein zaroor bataye ga keh aap ko koun sa zyada acha lagha…

OK aap Coffee banahein humhe chuti ho gay …Main chalhi..Inshallah kal baat ho gi…Take care and bye :wave:

:d aapne hi bataya na you did so much work yesterday and aaj subah bhi early morning :frowning:

have a quiet and relaxing evening :flower1:

:smiley:

:insha: 2 3 Din Mein Aa Jayega :k:

Nahi Ye Midterm Exam Tha, Is Ka Quota 35% Hota Hai, Final Ka 50% Or Baqi Ka 15% Assignments :bummer:

roz :smack: jhooti :hoonh: zubaan kaali ho jaye gii :stuck_out_tongue:

kaha ho ab :hoonh:

Daagh jee , BQ and Kamran jee hum chalte he…Inshallah kal baat ho gi..Tab tak ke liye Take care and Bye Shay…:wave:

ye kaam hai? :hehe: chalo aap kehti ho tu maan leti hoon..magar ami nahi manein gii :smiley:

have a nice evening…:flower1:

Abhi Ustaad Ne Sab K Saamnay Me Ko Rahil Likha Tha :bailan:

:hehe: bare mamoo ke saath…magar abhi pakka nahi…might go to Ilford nandos…havent been there in ages..

:wave: bewaqoof :salam: