Daagh
June 24, 2004, 12:50pm
43021
*Originally posted by Nayab: *
he he kyuN itna jhoot bol rehe he…aap neh to aik baar bhi kishi seh nahin pocha keh aj Nayab kion nahin ahi..:nahnah :
Oh to aap roz jahtein he..kia bohot ziada dard he :bummer :
Haan jee esha to hota he..hum ne kal job seh chuti li thi…kal humhare ghar me khatam ta isliye..Allah Talha jantein he ke hum neh dua me aap sab ko yaad kia..
oh well agar aap yahan hote to zaroor post karte na…so isi liye wait kar raha tha aapke wapas aane ka …taake poocha jaaye ki aap kahan the…
nahi roz nahi aaj first session tha…ab next session will be next week…waise zyada dard nahi hota…doc bas thoda stretch karva rahe hai abhi to…baad mein light exercises and then i can join the gym again
many thanks for all your duas Nayab jee
job ka order iss liye huwa kyunke yahaa’n business ke muqablay mai job walay banday ko zyaada secure aur established samjha jaata hai :halo:… how stupid … isnt it?..
aur job ka order bahut pehle se tha … lekin mera iraada ab bana … issi liye “dair aayad… drust aayad” :halo:
Daagh
June 24, 2004, 12:51pm
43023
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
u r still online :smack : :eek :.. : D
kuch khas nahi gana sun rahii hoon aur ghazals likh rahi hon :hula :
ap sunayoo… ghar mein hain ya office mein?
haan abhi bhi online hoon…chai banane gaya tha…am at work
kaunsi ghazal and kahan likh rahe ho?
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
job ka order iss liye huwa kyunke yahaa’n business ke muqablay mai job walay banday ko zyaada secure aur established samjha jaata hai :halo:… how stupid … isnt it?..
aur job ka order bahut pehle se tha … lekin mera iraada ab bana … issi liye “dair aayad… drust aayad” :halo:
haan.. ye kia baat hoee.. mere khiyaal se tu business kerna acha hota hai banisbat job k.. :halo:
ohh acha… lekin mera nahi khiyaal ye mahavara suit ho raha hai
kaunsa gaana?..
aur aap ghazlaiN bhi likhti hain
ya phir ghazal sun kar likh rahi hain :halo:
*Originally posted by Daagh: *
haan abhi bhi online hoon…chai banane gaya tha…am at work
kaunsi ghazal and kahan likh rahe ho?
oh achaa… office mein khud chay banatay hein.. awww
GS per jo posts hotii hain wo ghazals diary mein note ker rahi thee:hula:
how are youuuuuuuuu??? :o
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
kaunsa gaana?..
aur aap ghazlaiN bhi likhti hain
ya phir ghazal sun kar likh rahi hain :halo:
pyaar tu ne kia kiya :love:
aray nahi Gs se note kertii hon achi achi ghazals:halo:.. wiasya mae ne aik dafa hee ghazal likhii thee khud se wo bhe incomplete
K_Khan
June 24, 2004, 12:57pm
43031
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
haal shaal te changa ai thakur… : D
office mai hoon aur ghar jaanay ka time qareeb hai … :rot ato:
aap sunao… kya haal hain… friends se mil ke aa gai ya abhi tak unhi ki taraf hain… ?..
good good … main bhii theakh thaakh.. Kal sara din busy hii rha.. pur Newcastle nahii ja saka … tehy decided to go Manchester for two days iss lia main naheen gia verna abhii Newcastle ya Edinburgh mai houte
WiseGuy
June 24, 2004, 12:57pm
43032
Alhamdo Lillah mizaaj bilkul theek hain. Aap sunaiaN?
wohi tau…
ibtedai orders hain, rota hai kya
aagay aagay dekhiya,hota ha kya
K_Khan
June 24, 2004, 12:58pm
43034
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Haal bilkul theek he..:)
bas kuch bhi nahin...Job par ho..aj bohot kaam he..kal job par nahin ahi thi na isliye..:(
[/QUOTE]
oh acha .. :( challo koe baat naheen adha din tu guzr gia hai na, bakke bhii guzar jai ga.. :) ghar ja kur aram kejeyai ga phir...
WiseGuy
June 24, 2004, 12:58pm
43035
I am fine, aap kaisee hain itna bura sa munh kis kay leay banaya.
Daagh
June 24, 2004, 12:59pm
43036
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
oh achaa… office mein khud chay banatay hein.. awww
GS per jo posts hotii hain wo ghazals diary mein note ker rahi thee:hula:
haan na yahan koi naukar nahi hote khud hi kitchen mein jao and banao…i dont like the vending machine wali chai
ohhhhh okie okie…woh diary mujhe post kar dena
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
wohi tau…
ibtedai orders hain, rota hai kya
aagay aagay dekhiya,hota ha kya
lol.. aww my symphaties are with u
shaadii kub hai ap ki? islamabad mein ho gii ya pindii mien :halo:..
mae bhee fine shine hoon… bura moun kahan hai… itna pyaara tu hai :Pretty: