Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

:D abhi nahi baad mein poochonga...course start hoga mera Sept mein
[/QUOTE]
may to 70% taak yaad kar lia hia INSHALLAh after 2 omth there iwll be papar and i will have to beeeeee khatakhatee
kia samjyeee ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Haan jee hum London a rehe he..next month me...humhein lagha Daagh jee ne aap ko bataya ho ga..hum neh unhein bataya ta..keh hum chutiyoN me London a rehe he..waha humhari Aunty rehti he..: )

Walk par le kar jahein gay:( Pehle baar le kar ja rehe he aur woh bhi walk par..chalhe jee humhein manzoor he..aur haan hum waqt par poch jahein gay..kahi aap na peeche reh jahiye ga..:nah nah:
[/QUOTE]
aray wah.. thats a news for me :)
Lu abb itne buree bhii nahen hai :( ........ aray naheen peechai rahoon ga iss baat ka tu yakeen rakhyai :D

:salam:
:wave:
Kaisay ho aap sub? kia ho raha hai?
How was your weekend? Mine was great, I slept all three days :stuck_out_tongue:

khayal tu achaa hai… challo tumhara MIS ka purdh laita houn … :halo:

WG kider thaa man
kal AQ bhi aye thay mayre thread may mayree he flim lay lee yaara
i really miiss u last night kasam say basss
itni tafreeh laye mayre may bhag gaya :wink:
:frowning:

kasye ho

w’salamzzzzzzzzzzzz

humara weekend bhi achcha tha :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *

WG kider thaa man
kal AQ bhi aye thay mayre thread may mayree he flim lay lee yaara
i really miiss u last night kasam say basss
itni tafreeh laye mayre may bhag gaya ;)
:(

kasye ho
[/QUOTE]
Bataya na I was sleeping, sirf araam hee kiya. OK ab kay aaye tu batana hum AQ ki flim banain gay :D

:wsalam: am fine and urself?

hoooooonh parha na ata hia wasye MIs ke types to batoo bhi ?? :hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Bataya na I was sleeping, sirf araam hee kiya. OK ab kay aaye tu batana hum AQ ki flim banain gay :D
[/QUOTE]

kia yaar abhi kia fidha kal to ayre ho gaye na sab kay samanye

lu types kia mushkil kain… Metric Inter Secondary ..:biggthumb: hu gia MIS..

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *

kia yaar abhi kia fidha kal to ayre ho gaye na sab kay samanye
[/QUOTE]
Mujhay SMS ker diya karo jab bhi aisi situation ho, mai forun aa jaaon ga. :)

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

w'salamzzzzzzzzzzzz

humara weekend bhi achcha tha :D
[/QUOTE]

Masha Allah, aur kia kia aap nay weekend per?

I am fine too, thanks. Aur koi nai taazi???

hasoooooooo
hasooooooooo
karam bhi hash rhay hannnnnnnnnnnn
:p:P:P:P:P:P

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Mujhay SMS ker diya karo jab bhi aisi situation ho, mai forun aa jaaon ga. :)
[/QUOTE]
no. kia hia bhiiiiiiii

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Masha Allah, aur kia kia aap nay weekend per?
[/QUOTE]

movies and photography :D

aur khana :D

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
hasoooooooo
hasooooooooo
karam bhi hash rhay hannnnnnnnnnnn
:P:P:P:P:P:P
[/QUOTE]
:-| waise modules kon kon se hain tumharai??? System design analysis or network managemnt? Enterprise computing?
Yahan tu... they emphasis more on processing architectures ..

yaar full merged kia hia in _________ nay :mad2:

system designing +manaegement +arcteutrer +e-comerec- paymetns -b2b b2c aor bhooooooooot kuch hia yaar kitna baaton 70% yaad kar lia hia just ask me abt any thing that should i retain it or not

Hmm naee tazze kia hone hai.. wo he purane he hai :frowning: aaj tu ghar mai baitha day time TV dekh rha houn.. kAffe interesting hai :wink: abhii aik show mai 5 bandai lurd rahai kai aik Bachai ka abba kon hai :hehe: DNA kai result mai koe bhii nahii nikla :rotfl: