Where are you ...

hi and byee its nuamz time Ah

P K Tunn??? I saw this nick in the chat room, otherday :smiley:

ok:bummer:

W/Hello, kaiseee ho aap? kia ho raha hai janab? :slight_smile:

fine shine hoon.. aur dhai barray kha rahi hoon:hula:

ap sunayoo… kia haal chaal hien? kia ho raha hia?

Masha Allah, bas abhi so ker uTha hoon, nashta tu kia morning tea bhi nahee lee abhi tak.

lu subh hotay hee GS per aa gaye:smack:.. waisay mae abhi pee rahii hon chay… peeyein ge?:blush:

Wisuuuuuuuu:smash:

HHuuuuu :halo:

laholwalaQuwatt :smack:

hashar ker diya mere nick ka:bailan:

haan ab main hansooon ga bhi aisay hee, HHuuu :smiley: bohat maza aa raha :hehe:

nahi naaaaa:bummer:

aap aisay huns lena lekin mujhe heartu hee kaheeyega:snooty:

nahee HeArT HaCKeR ya phir aapkay name say :stuck_out_tongue:
Heartu wartu kehna acha nahee lagta.

aur mera naam kia hai? :expressionless:

heartuu acha tu lagta hai :snooty: sub mujhe heartuu hee tu kehte hien:bummer:

aap ne nashta ker liya?:bailan:

nahee abhi tu chai pee raha hoon, thoRi dair mai jaker kerta. :yummy:

ahaan.. good good :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

ahaan.. good good :p
[/QUOTE]
Aap nay kuch khaya ya subah say bus GS hee ho raha :D

jee mae ne dopher mien lunch bhee kia tha aur abhi chay aur dhaii bhare khaye :yummy: :stuck_out_tongue:

Good good, aur dinner kab kerna hai? aur aaj kia banaya hai?