k2 Kaisay Paar Karon Usay To Pehlay Hi Tor Chuka ![]()
ayween:snooty:
nahi naa…ami baahir hain…aur i can’t be bothered to make anything..![]()
kuch der mei jaati hoon…
yaani college/uni se chuttiyaan
ab aage kiya programme hai holidays kaa???
KK: i dont know…they might stay around nanu’s…
tu aap bhi maar lo ye amilly ![]()
To Tum Sochtay Bhi Ho, Kabhi Kabhi Hi Sahi ![]()
Cloudy To Hai Na Dost Bas Isi Ka Shuker Ada Karo ![]()
Aaj Kal Bas Mazay Ho Rahay Hain, Daba Daba K ![]()
is ko kehte hein shiekhh chillii ![]()
boht bongiyaan maarte ho ap:o
haan to itne jaldi jaane ki kya zaroorat thi :halo:
aur kab bhejoge kab kab kab???
han kabhi kabhi he sahi :halo:
bas karo mazai daba daba kur …
MAheen: ![]()
bas ab mere damaagh mei kuch bhi nahi jaa raha ![]()
tum kiya kar rahi ho GS ke ilaawa? ![]()
Daghooo bhaiyya: haan aap kaise sochein ge
aap ke paas tu… :halo:
kal raat ko meri aap se baat hui thi na GS pe around 1…tu aap ne batay kyoun nahi ke raboo online hai???
![]()
yaar thoda kaam mein busy hoon to ruk ruk kar reply kar raha hoon na ![]()
tabiyat looks okie…print out aate hi fax kar doonga tumhe :halo:
itnii jaldii
hud hai.. sara din kaise betha keroon ap ki tarah.. merii aik adad behn bhee member hai GS per ![]()
wo kub kabhi na kabhii aaye ga.. sabr keriyoo ![]()
tumhare demagh mein kuch ja bhee kaise sakta hai.. bhoosa kuch ziada hee bhara howa hai ![]()
mae GS k ilawa pahaai hasil kertii hoon takay apne ammi abba ka naam roshan keroon :halo: ![]()
Ok guys … Am off now… ![]()
Daagh: If I’ll leave early then will call you otherwise you know ![]()
Allah HAfiz ![]()
mujhse bhee baat ker lien kamo uncle:snooty:
woh tab nahi thi online:halo:
she came online at 2
mein bhi bas sone hi jaa raha tha when she came online…may be she will come today as well…aa jaana :halo:
tumhaare damaagh ke baare mei koi nahi pooch raha ![]()
haan…chuttiyaan kar kar ke
![]()
KK: Allah Hafiz ![]()
theek hai call kar dena agar 6 se pehle nikal rahe ho to :halo:
Allah Haafiz
mujhe maybe shay be nahi sun na
time bataein ![]()
howz work going??? kuch kaam bhi kar liya karein office mei hote hain tu ![]()
Yes Aywein ![]()
Acha To Aap Ka Bhi Meray Jaisa Hi Hisaab Hai K Mama Nahi To Kuch Bhi Nahi ![]()
Aray Kaisi Chuttiyan Or Kahan Ki Chuttiyan ![]()
Sirf Exams Se Farigh Hua Hon, Uni Se Thori ![]()
Chalo Isi Bahanay Tum Ne Ye To Bataya K Tumhien Chillies Buhat Pasand Hain ![]()
Haan Yaar Maarta To Buhat Hon Laikin Tum Se Thori Si Kam ![]()