Where are you ...

bongooo Uni aa rha tha :stuck_out_tongue:
kia haal hai ? aaj jaldii aa gaen.. college nahii gaen na :halo:

ye ap ko aajkul parhne ka itna shouQ kio ho gaya hia :halo:

fine shine hein haal chaal.. tussi sunaooo

college aaj off hota hai :smack: hud hai :snooty:

kion off kiss khushii mai hai .. :expressionless: :expressionless:
han na takkai jaldii purdhai khatam karon aor jaldii se .. ahmm ahmm .. :wink: :halo:

chuti hootii hai na Friday aur saturday ko :smack: haftay mien sirf 2 chutiyan hotii hain us per bhee aetraz hai :hoonh:

ahem ahem kia :halo: jaldii se takay shaadii ker sakien.. :halo:

han huftai mai du chuttian tu houte he hain, baqe khudh hu jate hain :halo:

han tu aor kia .. :rolleyes: jabhii tu tum sai bhii kehta houn jaldii se purdh lu takkai haath peelai karain tumharai bhii :rotfl:

lol :D.. is haftay sirf aik chutii ki mae na :snooty: ayween mein :o

haw haye… mujhe shouQ nahi haath shaath peele kerwanay ka … ayween mien :hoonh:

tumharai shouq honai na hounai se kia houta hai :stuck_out_tongue: hum keh rhai hai na tu bas :halo: baat karoun ga aunty je sai agar kabhi qatar aaya kai jaldii se haath peelai kur du bachii kai :rotfl:
han 5 din mai sai 1 din chutte :stuck_out_tongue:

haw hayee.. mujhe nahi kernii shadii wadii :snooty: aywen mein.. abhi tu mae bachii hon:bummer:

haan na is bar hee chutiii hoee ha last week tu nahi ki thee:snooty;

:wave:

kaise hai sab log?

:wave:

sub fine shien hain

ap sunaoo:hug:

main bhi badhiya hoon

abhi aaya hoon lunch karke :halo: wahi boring Pizza

good :hug:

aww.. tu kuch aur kha lete :o

jiske saath gaya tha usne pizza hi khana tha :halo:

:eek:

kis k saath gaye thay :expressionless:

tello tello:smash:

colleague ke saath aur kiske :smiley:

:wave: :salam:

:wsalam: .. :wave: how r u?

:smiley:

w’salamzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

kaise ho?

KK: fine… how about you???

Daghoooo bhaiyya: theek hoon…aap kaise hain???
aur mei aap se baat nahi kar rahi :snooty:

am fine… mujhai kia huna hai :halo: exams kaisai hu rahai hain?? kab khattam hu rahai hain :frowning: