![]()
Hello Guyz ![]()
![]()
Hello Guyz ![]()
yeah yeah kya pata saari umr mere se hi khana banvaye ![]()
waise aapke ke haathon ka kan taste karvaoge? jab aap London aaoge na tab bana kar le aana ![]()
**Rahil: ** w’salamzzzzzzzzzz…kaise ho?
**Heartu: **
talk to ya laters ![]()
Mein Theek Hon Masroof Aadmi :halo:
U Tello Kaisay Ho ? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
yeah yeah kya pata saari umr mere se hi khana banvaye ![]()
waise aapke ke haathon ka kan taste karvaoge? jab aap London aaoge na tab bana kar le aana ![]()
To kia ho gaya…Aap un keh liye khana banahe ya woh baat to aik he na..:nahnah:
Acha jee to ab hum Manchester seh khana banha kar lahein gay aap ke liye..hmm chalhe bana lo gi…Bataye aap ko kia pasand he??
…
… ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Ras Malai & Chicken Biryani ![]()
yeah baat to ek hi hai …so isi liye i will give her a chance to cook ![]()
oh achcha aap Manchester se aaoge London…hmmm khaane ke liye i like everything…so aap ki marzi jo bhi laana ho aapne ![]()
sorry kaam mein busy tha is liye itna late reply kiya ![]()
haan yaar aaj to sahi mein busy tha
acting bhi nahi kar raha bas busy hi busy ![]()
aur kuch nahi chal raha bas kaam chal raha hai…tum sunao anything interesting?
Sahi Hai Bhai Tum Busy Hi Raha Karo ![]()
Yahan Par Mein Akela Ho Gaya Hon ![]()
Ye Batao K Ab Yahan Is Thread Par Apni Public Kiyon Nahi Aati ![]()
kya kare yaar yahi life hai ![]()
yaar saare aate hai but tab jab tum nahi hote ho :halo: and also, kuch logoung ke exams bhi chal rahe hai
Meray Exams Se Pehlay Tak To Sab K Sab Meri Hi Timings Par Aaya Kartay Thay ![]()
Ab Un Logo`n Ne Apni Timings Kiyon Change Kar Lee Hai ![]()
![]()
hmm well waqt ke saath saath sab kuch badal jaata hai dost ![]()
** DCCCCCCCCCC:** ![]()
how are you doing?
Aayi Aayi ![]()
Khoon Ki Piyaasi Aayi Aayi ![]()
Woh Dost Hi Kiya Jo Waqt Aanay Par Badal Jaye ![]()
no.. i dont drink blood.. i prefer Coke.. wasey bhi Bewaqoof ka koon nahi bahi… marna hai kia?
badalte to dost hi hai ![]()
*waqt pe kaam nahi aate hai
yeh jaane pehchaane log
ab jab mujhko hosh nahi hai
aaye hai samjhaane log
*
Churail Kahin Ki Tum Ne Meray Blood Ko Itna Meetha Why Bola ![]()
![]()
aray.. suchi baat is kerway.. lol..