aaao KK :halo: ek aur KK ![]()
kaise mizaj??? everything oright there?
aaao KK :halo: ek aur KK ![]()
kaise mizaj??? everything oright there?
lol… ![]()
laholwalaQuwatt
ap ne mujhe kia samjha howa hai daagho uncle ![]()
ahaan.. nahi mae soch rahii hon ja ker shower luun.. waisaybhee viv keh rhaii hai.. uthoo uthoo ![]()
Nahin jee humhara matlub ta keh hum itne bhi achein nahin he…aur ye sabhi kehtein he…
Jee zaroor…Thanks…
ab abhi jah kar dekhtein he pics..
Haan haan kion nahin..aap ko miss kiya hum neh…aur aap keh anhe par khushi huwi…![]()
khush femiyaan ![]()
Daagh jee...aap ke india seh to humhein ziada Fatima achi laghi...Mashallah bohot khobsurat he...:)
Daagho uncle: mae ab chalii. Tata bye bye
shaam mien phir milien ge:halo:
ksa: tata ![]()
haan na aik aur kk.. ![]()
sab set hai…
Nayab- aaww… thx… ![]()
HH— jalo nahi…
and tata bata… ![]()
:halo:
chalo theek hai shower lekar aa jaao phir baat karte hai
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Daagh jee...aap ke india seh to humhein ziada Fatima achi laghi...Mashallah bohot khobsurat he...:)
[/QUOTE]
:D shes very cute...and u know mein kuch din pehle usse baat kar raha tha on phone...and i asked her ki kaun ho tum? she said 'tumhari zindagi' :D
mein jab india mein tha in April, i use to say...'tu meri zindagi hai' :D so wahan se pick kiya usne
good ![]()
aur kya chal raha nursery/school/college/uni jahan bhi padh rahe ho…woh kaisa chal raha hai?
kahan gaye sab? :(
![]()
itni jaldi shower bhi ho gaya :halo:
Kiya haal hain Daag bhai,![]()
hello shello salamssssssssss RD
Allah ka shukar hai sab theek thaak…tum sunao…hows life?
I’m fine shine,thanks
Nice thread yaar,ajj koi nazar nahi a raha,![]()
the saare…but ek ek kar ke chale gaye ![]()
bas mein akela reh gaya and tum aaye ![]()
so where are you? what do you do?
^^ Mil gaye,![]()
sab shoby ki thread per khel rahay hain,![]()
![]()
Hello Guyz ![]()