Haan woh to he…
lekin yeh kia aap humhare Peshawar ki burahi kion kar rehe he..![]()
hmmmmm… rightly said ![]()
mujhe tau flooding ka moqa office se hi milta hai… :rotato:
ghar par tau… kabhi ek kaam tau kabhi doosra kaam… ![]()
aur kaam na ho tau choTa bhai tau hota hi hai ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
oh wow :D so hope to see ya soon then :D
hmmm to maang lo na leave...agar na de to sick leave le lena :D
[/QUOTE]
yah me too :)
Leave lene seh daar laghta he...aghar ghussa ho gaya to...Aur sick leave itni baar le chukhein he keh aghar ab hum sach much sick ho gay tab bhi woh nahin manhe gay...:(
Aj kal boss ka mood zarha theek nahin rehta...isliye wait kar rehe he...:)
array mai aapke Peshawar ki burai naheen kar raha… ![]()
mai tau hair dresser ka tazkara kar raha tha … ![]()
aur Peshawar mera bhi tau hai … :rotato:
da mai de yaar kalay de, de kali ke mai zRa lagi
ma baande da khaR koroona kha lagi… ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *
hmmmmm..... rightly said : D
mujhe tau flooding ka moqa office se hi milta hai.... :ro tato:
ghar par tau... kabhi ek kaam tau kabhi doosra kaam.... :hoo nh:
aur kaam na ho tau choTa bhai tau hota hi hai :fru sty:
:D
[/QUOTE]
lu chottai bhai kai lia mai nai idea tu dia tha na... siama shiama walla .. :o
PS: will be back in 15- 20 minutes now..
thanx shanx ![]()
aise hi
…saara GS blush kar sakta hai main kyun nahi!![]()
Hi KK & NR
wassup bro’s? :roman:
… mai Saima Shaima ka chakkar chalaaoonga tau phir usski Lolly Dolly ka kya hoga ![]()
PS: see you after 15-20 minutes… ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
yah me too :)
Leave lene seh daar laghta he...aghar ghussa ho gaya to...Aur sick leave itni baar le chukhein he keh aghar ab hum sach much sick ho gay tab bhi woh nahin manhe gay...:(
Aj kal boss ka mood zarha theek nahin rehta...isliye wait kar rehe he...:)
[/QUOTE]
:D haan mood dekh kar maang lena chutti....
waise bhi Miss Lucy kehti hai ki tufaan mein kashti samandar mein nahi daalni chahiye...doob jaane ka khatra hota hai :D
bataye kis movie se dialogue hai yeh?
smack rabiaa ki aadat padh gayi hai movie poochne ki
haan to karo na blush but reason bhi to bata do ![]()
Hi SB… kaissi hain aap?.. ![]()
PS:Smoking is injurious to GS Guppan’s Health… Health Minister “kaun”
jus for a change…kaafi dinon se blush nahi kiya ![]()
okie people…talk to ya laters
am off to lunch now…
koi jaana nahi…mein aa raha hoon on 30 mins or so
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
:D haan mood dekh kar maang lena chutti....
waise bhi Miss Lucy kehti hai ki tufaan mein kashti samandar mein nahi daalni chahiye...doob jaane ka khatra hota hai :D
bataye kis movie se dialogue hai yeh?
smack rabiaa ki aadat padh gayi hai movie poochne ki
[/QUOTE]
Hmmm thinking thinking ...Mere khayaal seh yeh dialogue Dil Wale Dulhaniya Le Jaye Ge ki movie se he..Right???
mai bataaoo’n… ![]()
PS: mai ye movie 16 times dekh chuka hoon… ![]()
kya movie hai … :rotato:
He he…Deer kha ![]()
wese kuch ziada nahin ho gaya…??? :nahnah:
jee main bilkul theek thaak hoon aap kaise hain ![]()
![]()
ps: had hai yani k smoking is injurious to only guppans?
what bout guppies…woh kar sakte hain??
ps2: ![]()
ps3: ![]()
you’ve won return air ticket from Oslo to London by British Airways:hula:
![]()
aap ko pata hai na main uss waqt tak chali jaati hoon!
…I’ll try shayad waapis aa jaon…shayad nahi
take care ![]()
kya zyaada ho gaya hai … ![]()