Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
f9999

wasye salam may nay sab ko hee kia tha
aorrr kia haal han
aor gulam sir kasha hia :D
salam kha kay nahi :D
[/QUOTE]

mae bhee fine shine hoon...

aur Sir bhee :D.. salaam nahi kaha coz aaj chutii thee.. kul SB se kahoon ge ke keh de :p

ab woh sonu uncle ho gaya … :smack:

PS:waisse … sonu nigam kya gaata hai … :love:

jii nahii stupid server.. ye dekho saboot .. site ka link likhta houn aik dafa $ kai saath aor dosri dafa $ kai saath

www.sma$hits.com
www.sma****s.com <----- :smack2:

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
:Pagri:

salam
[/QUOTE]
Wsalam ... kia hal hai janab??

haan na acha khasa bara hai wo.. tu uncle he howa na :Pretty:

ps sahi kaha.. wo suna hai ap ne muskaan movie ka* “wo ho tum”* :love:

hehe.. pagal ho gaya hai server.. :hehe:

han ye theakh rahai ga… abb naik kaam mai dair kaisii :hehe: aaj hii thread open kurta houn 2furious kii tarah …:hehe:

issai bhii kuttai nai kata hai … :hehe:

sma$hits ko $hit samajh rha hai … :smack2:

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

mae bhee fine shine hoon...

aur Sir bhee :D.. salaam nahi kaha coz aaj chutii thee.. kul SB se kahoon ge ke keh de :p
[/QUOTE]

sb koo kion bich may lateeh o
tum kuudd he kha dayeena na
:p

[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
Wsalam ... kia hal hai janab??
[/QUOTE]

yaar aj bhoot garme hia
theek hon
ap

lol.. lekin isse pagal kuttay ne kaat liya hai :smiley:

han yar mere aaj subh baat hoe thee Pakistan… patta challa tha :frowning:
yahan bahter hai kaffi.. Monday ko hu ge garmii :bummer:

han… challo ye buttao khana kha lia??? kia tha aaj? Daagh mian tu lagta hai abhii takk su rahai hain :frusty:

achaaaa
chalo khair hiayaar masla not

SB k Sir hien tu Sb bole.. mae kio boloon :snooty:

yeah.. kha liya… aur bhindii khaye thee + aam ki chutnii.. :yummy:,

lol.. aisa kerien daagho uncle ke ghar ja ker un per panii andail dien :smooth: :o

kio tum dono ek group may nahi kia
SB sya bhhhiyee daar lagta hia muj ko :smiley: :wink:

:eek: bhindi… :yukh:

naheen utha gia hai abhii baat hu gae hai…su rha tha… mere call sai hii utha.. :dixsi:

ap ko bhindii nahi pasand kia :hoonh:

lol… chalien acha howa ap ko mehnat nahi kernii parii :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *

kio tum dono ek group may nahi kia
SB sya bhhhiyee daar lagta hia muj ko :D ;)
[/QUOTE]

hain tu mgr us ke fav Sir hain na.. tu wo bolay :p

aur kia ker rahe ho ??