![]()
![]()
![]()
nahi ho rahi hai ![]()
oh yeh kaise songs sunne lage ho ![]()
haan doc ko phone kiya woh kehta hai ki theres work overload at the MRI section and hence it will take a couple of days more
so he will call me once ready…
achcha suno mein ghar jaa raha hoon…will talk to ya from home…
take care
Allah Haafiz ![]()
kaise songs kia.. itna acha tu hai :love: khud bhee tu suna tha us din ![]()
operation ho ga ke nahi..
Sb keh rahii the ke ap shaid kerwayien ge? :s
haan haan.. jayiuen jayien.. jaan chorayien mujhse..
bewafa daagho uncle
kabhii baat nahi kerte ![]()
oh achcha woh Krishna Cottage wala song hai yeh ![]()
haan agar doc kahega to karvana to padhega hi na ![]()
but mera to bilkul mood nahi karvaane ka am too scared ![]()
haan na aur koun sa hai aisa song ![]()
awww.. inshaAllah nahi kerwana ho ga ap ko.. dun worry..
rest kia kerien na ![]()
dher saare hai aise hi songs :halo:
inshaAllah na hi karvana padhe ![]()
tum kab aaoge wapas?
assalamzzzzzz all :D
:Pagri:
w'salamzzzzzzzzz HAMMAD
all nahi hai bas main hi hoon :(
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
w'salamzzzzzzzzz HAMMAD
all nahi hai bas main hi hoon :(
[/QUOTE]
baba salamte sab par bhaagnee chyee koi ho na hoo ;)
kia haal han bro
-------x----------
kaisay hain janab,![]()
assalamzz kasoo ho bhiyee
^^ mai theek houn,ahista ahista saber day rahain hain Allah mian, ,shuker hai app bolay to,werna mai bhi jawab daita kay
all is :k:
bas Allah ka shukar hai…sab theek thaak
tum sunao…preperations kaise chal rahi hai?
**Raindance: ** i am fine shine…good to see you back ![]()
ALLAH asaan kaarye sab kay liye aor sab kee magfiraat kareen aorr aakhirat ka mamla asan karyee
yaar ab
nahi ab :Pagri:
bass chak rahye hia yaar pata nahi kab khatan ho gee ye studiess
![]()
ho jayegi studies bhi khatam…uske baad job karni padhegi…phir pata chalega studies ki value :halo: