![]()
![]()
SB mera msn sign in ker ker ker.. jaldiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
heartu and sb
am back
mum se baat ki then kaki ma se then phopoo se ![]()
kaisa raha tumhara din??
jub janay lagtii hoon ussi waQt aaty ho ap ![]()
:halo:
Daagho uncle ab mae ja rahii hon.. ap phir ghaib ho gaye ho ![]()
Takecar
Allah Hafiz..![]()
nahi mein gayab nahi hua hoon
yahi par hoon
tum kaha jaa rahe ho ab ![]()
![]()
Hello hello…![]()
Knock Knock …koi he???
hello shello Salamzzzzzzzzzzz
![]()
kaise ho? kya chal raha hai? hows the day?
W Salaam …
Me theek ho..Thanks ..kuch bhi nahin ho raha..bas job par ho..aj kaam bohot ta …abhi fariq huwi ho..
Day bas theek hi jah raha he…aj yaha bohot acha mausam he…bahir jane ko dil kar raha he..sochti ho boss seh ja kar chuti maang lo ..lekin pher daar bhi laghta he..
khair aap sunahein ..Hows your day???
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
W Salaam ....
Me theek ho..Thanks ..kuch bhi nahin ho raha..bas job par ho..aj kaam bohot ta ...abhi fariq huwi ho..:( Day bas theek hi jah raha he...aj yaha bohot acha mausam he...bahir jane ko dil kar raha he..sochti ho boss seh ja kar chuti maang lo ..lekin pher daar bhi laghta he..:( khair aap sunahein ..Hows your day???
[/QUOTE]
ohhhh
well dont worry abhi 3 more hours phir to ghar hi jaana hai na
mera bhi day was a bit busy in the morning...the usual Friday morning meeting :( but its much better now...haan yahan bhi weather is beautiful...will go for a walk on the river today evening :D aap bhi aa jaaye :p
Wah aap ko kese pata keh siraaf 3 hours hi reh gay he…
Anha to hum bhi chahtein he…lekin jab tak hum ponchein gay tab tak to bohot deer ho chukee ho gi…aap hi ho ahein…Have a nice evening:)
HUm to ghar ja kar
![]()
Daagh jee hum neh apne sonhe ki baat ki thi....kahi aap to soh nahin gay...ab hum kisse baat karhein gay..:(
… koi hai?.. ![]()
![]()
W Salaam …me here..
shukar he koi to aya..hum to bohot boor ho rehe he…Daagh jee ahe aur chalhe gay ..shayaad humhari batao seh boor ho kar chalhe gay..![]()
aap Norway mein ho and almost itne hi baje hoge jitne yahan baje hai so socha 3 hours baad aap ghar jaaoge hi ![]()
hmmm chalo theek hai aaj to mein akele hi chala jaata hoon aap next time chalna ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
aap Norway mein ho and almost itne hi baje hoge jitne yahan baje hai so socha 3 hours baad aap ghar jaaoge hi :D
hmmm chalo theek hai aaj to mein akele hi chala jaata hoon aap next time chalna :D
[/QUOTE]
Oh to aap ko yaad ta..he he:)
Chalhe theek he...Aap zarha pehle seh bata dijye ga...torda time lagta he na tayara hone me..hehe:)
jee haan yaad tha ![]()
haan theek hai abhi se bata deta hoon ki 11-JUN-2005 ko mein river par walk ke liya jaaonga…so aap ready rahiyega
1 year should be enough na???
**Heartuuuuu: ** aao be-wafa…gayab ho jaate ho baar baar ![]()